Krishna virah gopi geet
Listen to Radha Raman Hari Bol
Jai jai radha raman hari bol
jai jai radha ramana, jai jai radha ramana
braj bhumi hi prano se pyari lage
braj mandal mahi basaye raho
prasiko ke susang mein mast rahun
jag jaal se moh bachaye raho
nit banki yeh jhanki nihara karoon
chhavi chhak su nath chhakaye raho
aho radha raman meri ye binati
mere nainon se naina milaye raho
bali jaun sada in naianan pe
balihari chhata pe main hota rahun
kabhi bhoolon na yaad tumhari prabhu
chahe jagoon ya swapnon mein sota rahun
radha krishna hi krishna pukara karun
asuvan se main aankhen dhota rahun
brajraj tumhare viyog mein bas
din raat sada hi main rota rahun
Jai jai radha raman hari bol
jai jai radha ramana, jai jai radha ramana
braj bhumi hi prano se pyari lage
braj mandal mahi basaye raho
prasiko ke susang mein mast rahun
jag jaal se moh bachaye raho
nit banki yeh jhanki nihara karoon
chhavi chhak su nath chhakaye raho
aho radha raman meri ye binati
mere nainon se naina milaye raho
bali jaun sada in naianan pe
balihari chhata pe main hota rahun
kabhi bhoolon na yaad tumhari prabhu
chahe jagoon ya swapnon mein sota rahun
radha krishna hi krishna pukara karun
asuvan se main aankhen dhota rahun
brajraj tumhare viyog mein bas
din raat sada hi main rota rahun
Shyam shyam shyam
ek mantra ye japte raho Shyam Shyam Shyam
Radhe Shyam Shyam Shyam
Man vachan hridaya se uski vandana karo
Aasuon se phoolon ki archana karo
Mere naina laage unse jiya chahe jo kare
samjhe samjhaye nahi ab laakh jatan kari
ab kaise kahoon sajni man dheer a dhare
O ji hari kit gayo
o j hari kit gaye neha lagaye
neha lagaye mero man har linho
ras bhari ter sunaye
chhadi gayen vishwasghat kar
neh ki naav chadhaya
mere man mein aisi aave
marun jahar vish khaye
meera ke prabhu giridhar naagar
rahe madupuri jaaye
Kanhaiya kanhaiya pukara karenge
Kanhaiya kanhaiya pukara karenge
Lataon mein braj ki gujara karenge
kahin to milenge woh banke bihari
unhi ke charan chit lagaya karenge
bana ke hridaya mein hum prem mandir
wahin unko jhoola jhulaya karenge
unhe hum bithaenge aankhon mein dil mein
unhi se sada lau lagaya karenege
jo ruthenge woh humse banke bihari
charan pad unhe hum manaya karenge
unhe prem dori se hum baandh lenge
phir woh kahan bhag jaya karenge
unhone chhudaye thein gaj ke woh bandhan
wahi mere sankat mitaya karenge
unho ne nachaye thein brahmand sare
magar ab unhe hum nachaya karenge
bhajenge jahan prem se nand nanadan
kanhaiya chhali ko dikhaya karege
kahin to milenge woh banke bihari
unhi ke charan chit lagaya karenge
govind jai jai mero gopal jai jai
radha raman hari govnd jai ja
Gopi geet
Main dhundh siri jag sara
mujhe mila na preetam pyara
chit lai gayi mero murali
ab sudh mohi nahi kachhuri
meri aankhan ka woh tara
mujhe mila na ....
main shyamal rang rangi ri
aur krishna ke prem pagi ri
kahan mile woh kanha kara
mujhe mila ...
main kunjan kunjan bhatki
aur vrindaban aa ke atki
kab mile ye nand dulara
mujhe mila na ....
jayati te dhikam janmana vrajah
srayata indira sasvad atra hi
dayita drsyatam diksu tavakas
tvayi dhrtasavas tvam vicinvate
sarad-udasaye sadhu-jata-sat-
sarasijodara sri musa drsa
surata-natha te sulka-dasika
vara-da nighnato neha kim vadhah
visa-jalapyayad vyala-raksasad
varsa-marutad vaidyutanalat
vrsa-mayatmajad visvato bhayad
rsabha te vayam raksita muhuh
na khalu gopika nandano bhavan
akhila dehinam antaratma drk
vikhanasarthito visva guptaye
sakha udeyivan satvatam kule
viracitabhayam vrsni-dhurya te
caranam iyusam samsrter bhayat
kara-saroruham kanta kama-dam
sirasi dhehi nah sri kara graham
vraja janarti han vira yositam
nija jana smaya dhvamsana smita
bhaja sakhe bhavat-kińkarih sma no
jalaruhananam caru darsaya
pranata dehinam pap karsanam
trna caranugam sri niketanam
phani-phanarpitam te padambujam
krnu kucesu nah krndhi hrc-chayam
madhuraya gira valgu vakyaya
budhamanojshaya puskareksana
vidhikarir ima vira muhyatir
adhara sidhunapyayayasva nah
tava kathamrtam tapta jivanam
kavibhir iditam kalmasapaham
sravana mańgalam srimad atatam
bhuvi grnanti ye bhuri-da janah
prahasitam priya-prema-viksanam
viharanam ca te dhyana-mańgalam
rahasi samvido ya hrdi sprsah
kuhaka no manah ksobhayanti hi
calasi yad vrajac carayan pasun
nalina-sundaram natha te padam
sila-trnańkuraih sidatiti nah
kalilatam manah kanta gacchati
dina-pariksaye nila-kuntalair
vanaruhananam bibhrad avrtam
ghana-rajasvalam darsayan muhur
manasi nah smaram vira yacchasi
pranata-kama-dam padmajarcitam
dharani-mandanam dhyeyam apadi
carana-pańkajam santamam ca te
ramana nah stanesv arpayadhi-han
surata-vardhanam soka-nasanam
svarita-venuna susthu cumbitam
itara-raga-vismaranam nrnam
vitara vira nas te 'dharamrtam
atati yad bhavan ahni kananam
truti yugayate tvam apasyatam
kutila-kuntalam sri-mukham ca te
jada udiksatam paksma-krd drsam
pati-sutanvaya-bhratr-bandhavan
ativilańghya te 'nty acyutagatah
gati-vidas tavodgita-mohitah
kitava yositah kas tyajen nisi
rahasi samvidam hrc-chayodayam
prahasitananam prema-viksanam
brhad-urah sriyo viksya dhama te
muhur ati-sprha muhyate manah
vraja-vanaukasam vyaktir ańga te
vrjina-hantry alam visva-mańgalam
tyaja manak ca nas tvat-sprhatmanam
sva-jana-hrd-rujam yan nisudanam
yat te sujata-caranamburuham stanesu
bhitah sanaih priya dadhimahi karkasesu
tenatavim atasi tad vyathate na kim svit
kurpadibhir bhramati dhir bhavad-ayusam nah