सोमवार, 22 सितंबर 2014

Ek Mulaqat Zaroori Hai Jeene ke Liye Lyrics Translation | Sonali Cable



Movie: Sonali Cable
Music: Amjad-Nadeem
Lyrics: Sameer Anjaan
Singer: Jubin Nautiyal
Label: Zee Music Company

Ek mulaqat ho, tu mere paas ho
Jeene ki wajah tum bano, tum bano

Let there be a meeting, you should be with me,
You become the reason to live, you become..

Ban ke tu rahbar, mujh ko mila hai
Tu mil gaya main mukammal hua
Ek mulaqat zaroori, hai zaroori, jeene ke liye
Haan mulakat zaroori, hai zaroori, zindagi ke liye

You've met me as a guide,
Now that you have met me, I am complete.
There is a meeting required, required for me to live..
Yes, a meeting is required, required for life..



Main tujhe choom loon, chaahat si hoti hai
Paas tu jo rahe, raahat si hoti hai
Chal pyaar ki nayi shuruaat ho
Kuchh naa kahein par, saari baat ho

That I kiss you, such a wish is there at times,
If you stay close, there is a peace (in the heart),
come, let there be a new beginning of love,
let's not say anything, but there should be all the talk still.

Ban ke tu rahbar, mujh ko mila hai
Tu mil gaya main muqammal hua
Ek mulakat zaroori, hai zaroori, jeene ke liye
Haan mulaakaat zaroori, hai zaroori, zindagi ke liye

Har pal dil mein adhoorapan sa hai
Bhatke tanha, banjara jeevan hai
Main hoon kya bas, ek aadha aasmaan
Naa rakh paaun faasla darmiyaan

Every moment, there is an incompleteness in the heart,
The heart wanders alone, the life is that of a wanderer.
What am I, just a half of sky,
I am not able to keep distance in between (you and me, considering her the earth).

Ban ke tu rahbar, mujh ko mila hai
Tu mil gaya main muqammal hua
Ek mulaaqat zaroori, hai zaroori, jeene ke liye
Haan mulaqaat zaroori, hai zaroori, zindagi ke liye
Share: