Anupam Roy लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Anupam Roy लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

बुधवार, 22 अप्रैल 2015

Ye Teri Meri Baatein Lyrics Translation | Piku



Movie: Piku
Music, Lyrics, Singer: Anupam Roy
Label: Zee Music Company

aankho ki nami
haan teri meherbaani hai
thoDi si umeedon se aage
aisi kahani hai
aanchal jo uDa haan
teri mehrbaani hai
thoDi si umeedo se aage
aisi kahaani hai..

the wetness of eyes,
it’s your kindness.. (or, is given by you)
beyond a few hopes,
such is the story..
the scarf that flew,
is your kindness..
beyond a few hopes,
such is the story..

leheron si hain saagar se
geheri bhi hain..
ye teri meri baatein
rulaati bhi hain
gham mein hansaati bhi hain
ye teri meri baatein
yeh teri meri baatein..

they are like waves,
and yet are deeper than the sea..
these talks of ours, yours and mine..
they make (us/me) cry,
they make us laugh in the sadness too,
these talks of ours..

har saans sunaati hai tera hi naam
palkon ke chhaaon mein do pal ka aaraam
kachche ye dhaage hain, kachche hain rang
chhoo loon to jee bhi loon, kuchh tere sang

every breath says your name only,
(like) there is rest of a couple moments in shade of your eyelids..
these are weak threads, and weak colors (that will fade soon)
if I touch (you), I can live a bit too, with you..

leheron si hain
sagar se geheri bhi hain
ye teri meri baatein
rulaati bhi hai gham
mein hansaati bhi hai
ye teri meri baatein

main neend bulaata hun haatho mein haath
chaadar ke kone mein reh jaati baat
khwaabon ki nishaani hai aasma ke paas
is raat ke seene mein chhalka hai pyaar

I call the sleep, holding hands in hands,
but the thing remains stuck in the corner of the sheets,
there is a souvenir of dreams with the sky,
there is love brimming in the chest of the night..

aankhon ki nami haan teri meherbaani hai
thoDi si umeedo ke aage aisi kahani hai
aanchal jo uda haan teri mehrbaani hai
thoDi si umeedon ke aage aisi kahani hai

leheron si hain
sagar se geheri bhi hain
ye teri meri baatein
rulaati bhi hai gham
mein hansaati bhi hai
ye teri meri baatein

Share:

Subah ki Dhoop pe Lyrics Translation | Piku Title Song



Movie: Piku
Music: Anupam Roy
Lyrics: Manoj Yadav/Anupam Roy
Singer: Sunidhi Chauhan
Label: Zee Music Company

One of the loveliest songs of Piku, especially because of its effervescent lyrics.

subaha ki dhoop pe isi ki dastakhat* hai
isi ki roshni uDi jo har taraf hai
ye lamhon ke kuyen mein roz jhaankti hai
ye jaake waqt se hisaab maangti hai
ye paani hai ye aag hai
ye khud likhi kitaab hai
pyaar ki khuraak si hai piku
subha ki dhoop pe isi ki dastkhat hai

on the morning sunshine there is her signature,
her light is what is flying all around..
she peeps into the well of moments everyday,
she goes and asks for an account from time..
she is water, she is fire,
she is a self written book..
she is like a dose of love.. Piku is.
on the morning sunshine there is her signature..

panna saanson ka palte
aur likhe un pe man ki baat re
lena is ko kya kis se
is ko to bhaaye khud ka saath re
baarish ki boond jaisi
sardi ki dhundh jaisi
kaisi paheli iska hal na mile

she turns the page of life, (saans lit.= breath)
and writes the thoughts of her heart on it..
what has she to do with anyone,
she likes her own company..
she’s like a raindrop,
like the fog of winters,
what a riddle she is that her solution isn’t found..

kabhi ye aasmaan utaarati hai neeche
kabhi ye bhaage aise baadlon ke peechhe
ise har dard ghoont jaane ka nasha hai
karo jo aaye jee mein iska falsafa hai

some time she brings the sky down,
some time she runs behind the clouds..
she has an addiction of drinking in every pain,
whatever you like you should do is her philosophy..

ye paani hai ye aag hai
ye khud likhi kitaab hai
pyaar ki khuraak si hai piku..

moD le raahon ke chehre
is ko jaana hota jis ore hai
aise sargam sunaye
khud is ke sur hain is ke raag re
rooThe to mirchi jaisi
hans de to cheeni jaisi
kaisi paheli iska hal na mile

she turns the faces of the paths
in the direction she has to go..
she sings the harmony in a way
as if her own notes are her ragas..
if she’s angry, she’s like a chilli,
if she smiles, she’s like sugar..

subaha ki dhoop pe isi ki dastakhat hai
isi ki roshni uDi jo har taraf hai
ye lamho ker kuyen mein roz jhaankti hai
ye jaake waqt se hisaab maangti hai
ye paani hai ye aag hai
ye khud likhi kitaab hai
pyaar ki khuraak si hai piku


* dastakhat, Urdu for signature, is male and the words should have been 'usi ke dastakhat hain', or 'usi ka dastakhat hai', but probably because the entire song is for a female, the lyricist has taken a not-so-correct poetic liberty here and treated dastakhat as a female.

Share:

Lamhe Guzar Gaye Lyrics Translation | Piku



Movie: Piku
Music, Lyrics, Singer: Anupam Roy
Label: Zee Music Company

lamhe guzar gaye
chehre badal gaye
hum thhe anjaani raahon mein
pal mein rula diya
pal mein hansa ke phir
reh gaye hum bhi raahon mein

moments passed,
faces changed..
I was (or we were) in unknown paths..
I was made to cry in a moment,
and then, having been made to laugh in a moment,
I remained on the path only..

thoDa sa paani hai rang hai
thoDi si chhaon hai
chubhti hai aankhon mein dhoop ye
khuli dishaaon mein
aur dard bhi meetha lage
sab faasle ye kam hue
khwaabon se raste sajaane to do
yaadon ko dil mein basaane to do

there is a little water, a little color..
there is a little shade..
these sun rays pinch the eye..
in the open directions..
and the pain too, feels sweet,
all these distances were reduced,
let me adorn the paths with dreams,
let me keep the memories in my heart..

lamhe guzar gaye
chehre badal gaye
hum the anjaani raahon mein

thoDi si berukhi jaane do
thoDi si zindagi
laakho sawaalon mein DhoonDhoon kya
thak gayi ye zameen hai
jo mil gaya ye aasmaan
to aasma se maangoon kya

let the little anger go,
a little life..
what shall I look for in millions of questions,
this earth is tired..
now that I have found the sky,
what shall I ask for from the sky..

khwaabon se raste sajaane to do
yaadon ko dil mein basaane to do
lamhe guzar gaye
chehere badal gaye
hum the anjaani raahon mein
pal mein rula diya
pal mein hansa ke phir
reh gaye hum bhi raaho mein

lamhe guzar gaye
lamhe guzar gaye..

Share:

शुक्रवार, 17 अप्रैल 2015

Jheeni Jheeni/ Bezubaan Lyrics Translation | Piku



Movie: Piku
Music: Anupam Roy
Lyrics: Manoj Yadav, Anupam Roy
Singer: Anupam Roy
Label: Zee Music Company

kis lamhe ne thaami ungli meri
phusla ke mujhko le chala
nange paaon daudi aankhein meri
khwaabon ki saari bastiyaan
har dooriyaan har faasle qareeb hain
is umr ki bhi shakhsiyat ajeeb hai


which moment has held my finger,
and is cajoling and taking me,
my eyes ran barefeet (signifies without a care, unprepared)
across all the streets of dreams..
all the distances, are close,
the personality of this age, is strange..

jheeni jheeni in saanson se
pehchaani si awaazon mein
goonje hai aaj aasmaan
kaise hum bezubaan
is jeene mein kahin hum bhi thhe
thhe zyaada ya zara kam hi thhe
ruk ke bhi chal pade magar
raste sab bezubaan

from these fragile breaths,
among known-like voices,
the sky echoes today,
how could we be voiceless..
in this living, somewhere we were there too,
we were there, sometimes a bit more, or say, a little less only,
but still, even after stopping,
all the voiceless paths walked on..

jeene ki ye kaise aadat lagi
bematlab ye karze chadh gaye
haadson se bach ke jaate kahaan
sab rote hanste seh gaye
ab ghalatiyaan jo maan li to Theek hai
kamzoriyon ko jo maat di to Theek hai

what a habit of living have we made,
that we have taken these unreasonable loans,
where could we go away from accidents,
we bore with everything, crying or laughing,
now that we have accepted our mistakes, it’s okay,
now that we have defeated our weaknesses, it’s okay.

jheeni jheeni inn saanson se
pehchaani si awaazon mein
goonje hai aaj aasmaan
kaise hum bezubaan

Share: