Jab Tak Hai Jaan title song lyrics लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Jab Tak Hai Jaan title song lyrics लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

रविवार, 24 फ़रवरी 2013

JAB TAK HAI JAAN Title Song Lyrics



Jab tak hai Jaan title track Lyrics


Hmmm Tum se hi jeete rahe hmmm..
Hmmm tum pe hi marte rahe
Jab tak hai jaan

Tumse do lafzon mein
Tumse yeh kehna tha
Tumse hi mohabbat thi
Tumse hi mohabbat hai
Tumse kehna hai yun rehna hai jab tak hai jaan
Haa haan...

Teri aankhon ke sajde me rehna
Palko ke parde me
Jab tak hai Jab tak hai jaan
Teri baahon ki narmi me
Saanson ki garmi mein
Jab tak hai Jab tak hai jaan (x2)

Tumse do lafzon mein
Tumse yeh kehna tha
Tumse hi mohabbat thi
Tumse hi mohabbat hai
Tumse kehna hai yun rehna hai jab tak hai jaan...

Raatein jaagenge raaton me
Teri bemani baaton mein
Jab tak hai Jab tak hai Jaan
Kori kori shaamon mein
Gungunaaye Kaano mein
Jab tak hai Jab tak hai Jaan




JTHJ title tack

Movie Name: Jab Tak Hai Jaan


jab tak hai jaan Song  Music Director : A.R.Rahman


jab tak hai jaan Song Singers: Javed Ali, Shakthisree Gopalan

jab tak hai jaan Song Lyricist: Gulzar

Star Cast in jab tak hai jaan Song: Shahrukh Khan, Katrina Kaif, Anushka Sharma

Share:

शनिवार, 15 सितंबर 2012

Jab Tak Hai Jaan Title Song Lyrics from Jab Tak Hai Jaan Movie




Jab Tak Hain Jaan is the title song  from  Shahrukh Khan's upcoming and much-awaited movie Jab Tak Hai Jaan. It is first song lyrics release on poster of this film after official announcement of this movie’s title. The movie title was not declared by Yash Raj's film from last few month.

The title song lyrics of Jab Tak Hai Jaan penned by Gulzar and music composed by A.R. Rahman. The film is going to release on 13th  November 2012. Jab Tak Hai Jaan is directed by Yash Chopra and music labeled under  YRF. Star casts in this film are Shah Rukh Khan, Katrina Kaif, Anushka Sharma.

Shah Rukh Khan  playing a role of Fauji  in this film and music of A.R. Rahman is a key factor of this film.  This film is nowadays so popular because overall it is a considerable pack of entertainment i.e leading star cast, great music of A.R. Rahman and produced under the banner of Yash Raj Film’s by Yash Chopra.

I am going to cover all song lyrics of Jab Tak Hai Jaan as its songs release with time. This is first  song lyric of a poem titled Jab Tak Hai Jaan with English translation.

Teri ankhon ki namkin mastiyan  (Your eyes, mischievous and saline)

Teri hansi ki beparwah gustaakhiyan  (Your laugh, an airy isolence)

Teri zulfon ki lehrati angdaiyaan  (Your hair, waves undone and shine)

Nahi bhulunga main  (i will not forget.. your memory life)


Jab tak hai jaan.(2)  (Until i breathe this life, until i breathe this life)  (2)


Tera haath se haath chodna  (Your hand slipping from mine)

Tera saayon ka rukh modna  (Your shadow turning it's gaze)

Tera palat ke phir na dekhna  (walking away, without turning into a haze.)

Najin maaf karunga main   (I will not forgive the memory rife..)


Jab tak hai jaan (2)   (Until i breathe this life, until i breathe this life.) (2)


Barishon mein bedhadak tere nachne se
Bat bat pe bewajah tere ruthne se
Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se
Mohabbat karunga main

Jab tak hai jaan (2)

Tere jhuthe kasme vadon se
Tere jalte sulagte khwabon se
Teri beraham duao se
Nafrat karunga main

Jab tak hai jaan (2)



Share: