Kaise Mizaz Aap Ke Hain DIL HAI KE MANTA NAHIN 1991 लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Kaise Mizaz Aap Ke Hain DIL HAI KE MANTA NAHIN 1991 लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

शनिवार, 17 सितंबर 2011

KAISE MIZAZ AAPKE HAIN



Thank you Manju for sending these requests with Mp3 files. I kinda dont remember this songs from Dil Hai Ke Manta Nahin 1991.

After listening to this number, get a  feeling like two Love birds Relaxing and converse a little in a sweet teasing way, yeh something like that : ) Nice soothing number though.

Singer(s): Anuradha Pundwal + Kumar Sanu
Lyrics: Faaiz Anwar
Music Director: Nadeem, Shravan

Lyrics of the song:
 Kaise Mizaz aap ke hain farmaiyein? -2

Hum toh hain qairiyat se apni sunaiyein
kaise mizaz aap ke...

Hum par kyun, dil churane ka ilzaam rakh diya? -2

Gar jhooth hai toh mujh ko mera dil lautaiyein -2

Hum toh hain qairiyat se apni sunaiyein
kaise mizaz aap ke...

Koi aate jaate miltay milaatein jo dekh lein? -2

Aisa hai toh phir khwaabon mein tashreeph laaiyein -2

Hum toh hain qairiyat se apni sunaiyein
kaise mizaz aap ke..

Kaise yakeen dilaon ke tum meri jaan ho? -2

Chhu kar ke mujh ko aap zara, qasam khaiyein -2

Hum toh hain qairiyat se apni sunaiyein

Kaise Mizaz aap ke hain farmaiyein? -2


Share: