Vijay Verma लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Vijay Verma लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

शनिवार, 18 अप्रैल 2015

Ek Hatheli Teri Ho Lyrics Translation | Ishq Ke Parindey



Movie: Ishq Ke Parindey
Music: Vijay Vermaa
Lyrics: Shakeel Azmi
Singer: Sonu Nigam, Keka Ghoshal
Label: Zee Music Company

dono milke apne rab se
pyaar ki maange duaa
ek hatheli teri ho
ek hatheli meri ho

let’s both ask our god
for the wish of love,
may one palm be yours,
and one mine..

pyaar ke is khel mein
do dilon ke mel mein
jeet ho to dono ki ho
haar akeli meri ho

in this game of love,
in this meeting of two hearts,
if there is victory, may it be for both,
and if there is loss, may it just be for me..

ek hatheli teri ho
ek hatheli meri ho

khwaab ki ungali pakad kar
door tak jaayenge hum
tum kabhi jo kho gaye to
DhoonDh kar laayenge hum
kho ke milna milke khona
pyaar mein hansna rona
gham ho mera aur khushi ki
har saheli teri ho

holding the finger of the dream,
we’ll go till far away..
and if you ever get lost,
I’ll go and find you out..
meeting after separation, and separation after meeting,
there is laughter and crying all there in love..
let the sadness be mine and
every friend of joy be yours..

ek hatheli teri ho
ek hatheli meri ho

tera chehra meri aankhen
roshni ho darmiyaan
main tumhaari rehguzar mein
banke chamkoon kehkashaan
tere hothon par ye baatein
chaandni jaise ho raatein
jo meri baaton se suljhe
wo paheli teri ho..

your face and my eyes,
may there be light in between them (so that I can see you, I guess)
may I shine like the zenith (wrt galaxy)
on the path you walk on..
these talks on your lips,
are as if the nights are moonlit..
the riddle that gets solved by my talks,
may that be yours..

ek hatheli teri ho
ek hatheli meri ho

Share:

Ye Ishq Ke Parinde Hain Lyrics Translation | Ishq ke Parindey



Movie: Ishq Ke Parindey
Music: Vijay Vermaa
Lyrics: Manthan
Singer: Shadab Faridi
Label: Zee Music Company

na hindustaan na pakistaan
na koi sarhad darmiyaan
ye tera hai ye mera hai
hamara hai ye gulsitaan

not India, not Pakistan,
no border in between,
this is yours, this is mine,
this is our garden..

ye ishq ke parindey hain
ye ishq ke parindey hain
ye na jaane koi sarhad
ye na jaane koi sarhad
ye na jaane parwaaz ki had

these are the birds of love,
these are the birds of love,
they don’t know any borders,
and they don’t know the limits of their flights..

ye ishq ishq ishq ke
ye ishq ishq ishq ke
ye ishq ke parinde hain
ye ishq ke parinde hain

ye bezubaan jaanein
bas ishq ki zubaan
aur ishq ki khatir ho jaayein
aur ishq ki khatir ho jaayein
kurbaan kurbaan
kurbaan kurbaan

these voiceless ones
just know the language of love..
and for the sake of love,
they go sacrificed.. sacrificed..

ye ishq ke parindey hain
ye ishq ke parindey hain

chehakti har khushi inki
ye duniya qaid kar legi
ilaahi tujhse hai yehi fariyaad
ke rakhna tu inhe aazaad
inhe aazaad..

every chirping joy of theirs,
will be prisoned by the world..
O Lord, this is my only request to you,
that you always keep them free,
keep them free..

ye ishq ke parindey hain
ye ishq ke parindey hain

Share:

शनिवार, 8 सितंबर 2012

Mehngai/ Aam aadmi ki jeb Lyrics Translation (Chakravyuh)



Movie: Chakravyuh
Music: Vijay Verma
Lyrics: Turaz
Singer: Kailash Kher
Arranger: Anamik
Starring: Abhay Deol, Arjun Rampal, Manoj Bajpayee and Anjali Patil

bhaiya dekh liya hai bahut teri sardari re,
ab to humri baari re na..
Mehengai ki mahamaari ne humara bhatta bitha diya,
chale hataane gareebi gareebon ko hata diya
Sarbat ki tarah desh ko gatka hai gatagat
Aam aadmi ki jeb ho gayi hai safachat

We've seen enough of your rule,
now it's our chance..
The epidemic of price-rise has made us lose everything..
they started to remove poverty, but removed poors itself,
they've drunk the country in gulps like a sweet drink,
and the pocket of common man is all gone empty..

bhaiya dekh liya hai bahut teri sardari re,
ab to hamri baari re na..

birla ho ya tata
ambani ho ya bata,
sabne apne chakkar mein
des ko hai baanta
are humre hi khoon se inka
engine chale dhakadhak
Aam aadmi ki jeb ho gayi hai safachat

Whether it's Birla or Tata,
Ambani, or Bata.. (whatever business it is)
everyone has cut the country
for their own good..
with our blood only,
their engine goes non-stop..
the pocket of common man is all gone empty..

ab to nahi chalegi teri ye rangdari re
ab to humri baari re na..

now this illegal tax will not go on,
now it's our chance..

Share: