YSZ लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
YSZ लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

मंगलवार, 18 जनवरी 2011

Balwe meaning



So there is a demand for the word balwe that is there in the song Ishq tere jalwe of Yeh Saali Zindagi. Well, the word balwe is a plural of Balwa which means a brawl, a fight. Hence, dil mein balwe means fights/brawls in the heart.

Share:

Ishq tere Jalwe (Yeh Saali Zindagi) Lyrics



Ulajhta rahoon
Jhulasta rahoon
Teri chahat mein main jaloon
Main jeene ki khawaish mein marta rahoon
Ye kaisi sanak ye main karta hoon kyun
Ishq tere jalwe har peher dil mein balwe
Ishq tere jalwe har peher dil mein balwe

Ye sanak fitraton mein basi hai kahin
Raat ko jugnuon ki bhanak bhi nahi
Andhiyare hi raas aate unhe
Ishq tere jalwe har peher dil mein balwe
Ishq tere jalwe har peher dil mein balwe

Gum sum kabhi thamo na hath
Do pal to sang sang chalo
Ek rah ke ek mod par khawabon ki tarah milo
Rahein to hain sabki juda
Tum apni raah par chalo
Hathon mein hath achacha hai khwab
Khwabon se bahar milo
Ishq tere jalwe har peher dil mein balwe
Ishq tere jalwe har peher dil mein balwe

Jo bhi kiya kam hi kiya
Karne ko kitna hai baaki
Gum ke sheher mein tanha phiroon
Kuch to khabar lo yahan ki

Khud ke liye sab hai kiya
Phir kyun hai itni udasi
Humne bhi to chun li hai khud
khwahish ki rahein dhuan si
Ishq tere jalwe har peher dil mein balwe
Ishq tere jalwe har peher dil mein balwe

Ye sanak fitratoon mein basi hai kahin
Raat ko jugnuon ki bhanak bhi nahi
Andhiare hi raas aate unhe
Ishq tere jalwe har peher dil mein balwe
Ishq tere jalwe har peher dil mein balwe

Share:

Yeh Saali Zindagi Title Song Lyrics



Meri jaan meri jaan, meri jaan tu ye bata
Meri jaan meri jaan, meri jaan tu ye bata
Tujhse karoon wafa ya khud se karoon

Meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata
Sang tere maroon ya jiyoon apna junoon
Sachche jhoothe wadon se hona hai kya
Hum ko nahi pata hai jab kal hoga kya

Zindagi pe tera mera kisi ka na zor hai
Hum sochte hai kuch wo saali socti kuch aur hai
Ye zindagi ye saali zindagi
Hum chahate yahan hai saali jaati kahin aur hai
Lamhein aur lamhon ke beech ye tedhe medhe mod hai
Ye zindagi ye saali zindagi

Meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata
Tujhse karoon wafa ya khud se karoon

Phir ek raat hua ittefak,
Main thi tere saath, Pehloo mein soyi thi
Khoya khoya sath khawabon wali raat
bani fir Yaad, pehlon mein khoyi si jaagi

Subaha ko zindagi nayi si mili
nayi nayi rahon par tujhe le udi

Zindagi pe tera mera kisi ka na zor hai
Hum sochte hain kuch wo saali socti kuch aur hai
Ye zindagi ye saali zindagi
Hum chahate yahan hai saali jati kahin aur hai
Lamhe aur lamhon ke beech ye tede mede mod hain
Ye zindagi ye saali zindagi

Meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata
Tujhse karun wafa ya khud se karun
Sachche jhoote wado se hona hai kya
Hum ko nahi pata hai jab kal hoga kya
Meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata
Tujhse karoon wafa ya khud se karoon

Share:

Darbadar (Yeh Saali Zindagi) Lyrics



tururururu..
tururururu..
tururururu..
in raahon par,
hum kyu chale,
hum jo chale
tum kyun mile
tum jo mile
rahein milin
dil ne kaha
kya hai is gali
kya hai us gali
tum udhar chale
main udhar chali
kyoon..

kyun na main ruki
kyun na tum thame
chalte gaye
chalte gaye

dil awara dil banjara darbadar kyun phirta maara
jeene ka marz liye
ik dar jeeta ik dar haara haara jeeta jeeta haara
khushiyon ka karz liye
darbadar dil darbadar
besabar dil darbadar

har dar pe ik soorat ik afsaana
har dar pe ik gham bhi hai pehchana
darbadar dil darbadar
besabar dil darbadar

zindagi tedhi medhi tedhi andhi si dagar
zindagi tera mera tera tanha sa safar
zindagi do hi pal ko ban ja humsafar
zindagi dooji gali jaane kya ho kya khabar

darbadar dil darbadar
besabar dil darbadar

zindagi tere mere tere naam ki leher
zindagi sahilon pe aaye jaaye ha pahar
zindagi paar lage thaam le leher
zindagi chooka jo tu haath mein sifar

darbadar dil darbadar
besabar dil darbadar

Share:

बुधवार, 20 अक्टूबर 2010

Yeh Saali Zindagi Meaning



First let me give the 'literal' translation for Yeh Saali Zindagi. Yeh is 'this', saali means one's wife's sister, and Zindagi means life, so Yeh Saali Zindagi is literally this wife's sister life.

But then, this is not what the title of Sudhir Mishra's movie mean. Yeh Saali Zindagi, translated to English would make something like 'This Damned Life,' as saala/saali is the most commonly used slang in Hindi and even though it literally means a relative, the real meaning is a bit different, something that is not too taboo, but that gives out the frustration a person is going through.

Probably the clearest way to explain would be that going slightly above Yeh Saali Zindagi, you can simply call the title This F***ing Life.

Share: