Yeh Jawani Hai Deewani लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Yeh Jawani Hai Deewani लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

मंगलवार, 25 जून 2013

Dilliwali Girlfriend Song Lyrics From Movie Yeh Jawaani Hai Deewani



DILLIWALI GIRLFRIEND Song  LYRICSFrom Movie Yeh Jawaani Hai DeewaniSong: DILLIWALI GIRLFRIEND
Singers: Arijit Singh, Sunidhi Chauhan
Music: Pritam
Lyricist: Kumaar
Cast: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Kalki Koechlin, Aditya Roy Kapur
Music on: T-Series




Yeh Jawaani Hai Deewani is a 2013  Indian coming-of-age romantic comedy film, directed by Ayan Mukerji and produced by Karan Johar. The film stars Ranbir Kapoor and Deepika Padukone in lead roles
Dilliwaali Girlfriend Lyrics from Yeh Jawaani Hai Deewani. The song Delhi Wali Girlfriend is Sung by the new singing sensation Arijit Singh and Sunidhi Chauhan
Initial release: May 31, 2013
Director: Ayan Mukerji
Producer: Karan Johar
Cinematography: V. Manikandan
Production companies: Dharma Productions, Eros International






Dilliwali Girlfriend Lyrics

Tere liye hi toh signal tod taad ke
Aaya dilliwali girlfriend chhod chhad ke (x2)

O teri ankh da ishaara mujhe fraud lage
Tu toh Majnu aawaara by God lage

O kasme waade khake apni pocket money bacha ke
Aaya tere liye paise waise jod jaad ke..

Ghar waalon ko bhi bye-shye bol baal ke
Aaya dilliwali girlfriend chhod chhad ke
Tere liye hi toh signal tod taad ke
Aaya Dilli wali girlfriend chhod chhad ke

O what a look, what a grace
Tenu hi karan main chase
What a naksh what a nain
Dil tera ho gaya fan
What a smile, what a style...
Kabhi soft, kabhi rude kinna tera attitude

Teri galli mein bhi aana start kar diya
Ik tere naam apna heart kar diya
Karne laga aankh matakka
Ab toh aashiq ban gaya pakka

Aaj abhi maine tera boycott kar diya
Teri saari harqatein main toh note karu
Tujhe thaane mein le jaake main report karu oye

Tu na kar aise fight
Tera mood main karu light
Tujhe scene mein dikha ke golmaal ke

Naam tera hi likhaya maine wedding card pe
Aaya dilliwali girlfriend chhod chhad ke
Chal jhutta.. mere liye signal tod taad ke
Aaya dilliwali girlfriend chhod chhad ke

Ghar waalon ko bhi bye-shye bol baal ke
Aaya dilliwaali girlfriend chhod chhad ke
Tere liye hi toh signal tod taad ke
Aaya dilliwaali girlfriend chhod chhad ke






Share:

Kabira Song LYRICS From Movie [Yeh Jawani Hai Deewani]



Music: Pritam                                                   
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Cast: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Kalki Koechlin, Aditya Roy Kapur
Music on: T-Series




Yeh Jawaani Hai Deewani is a 2013  Indian coming-of-age romantic comedy film, directed by Ayan Mukerji and produced by Karan Johar. The film stars Ranbir Kapoor and Deepika Padukone in lead roles.
KABIRA Song LYRICS From Movie [Yeh Jawani Hai Deewani]Initial release: May 31, 2013
Director: Ayan Mukerji
Producer: Karan Johar
Cinematography: V. Manikandan
Production companies: Dharma Productions, Eros International

 


Kabira Lyrics

Kaisi teri khudgarzi
Na dhoop chune na chhaaon
Kaisi teri khudgarzi
Kisi thor tike na paaon (x2)

Ban liya apna paigambar
Tar liya tu saat samandar
Phir bhi sookha mann ke andar
Kyun reh gaya

Re Kabira maan jaa
Re Faqeera maan jaa
Aaja tujhko pukaare teri parchhaaiyan
Re Kabira maan ja
Re Faqeera maan ja
Kaisa tu hai nirmohi kaisa harjaaiya

Tooti chaarpaai wohi
Thandi purvaai rasta dekhe
Doodhon ki malaai wohi
Mitti ki suraahi rasta dekhe..

Kaisi teri khudgarzi
Lab namak rame na misri
Kaisi teri khudgarzi
Tujhe preet purani bisri..
Mast Maula, mast Kalander
Tu hawa ka ek bavandar
Bujh ke yun andar hi andar
Kyun reh gaya..

Re Kabira maan jaa
Re Faqeera maan jaa
Aaja tujhko pukaare teri parchhaaiyan
Re Kabira maan ja
Re Faqeera maan ja
Kaisa tu hai nirmohi kaisa harjaaiya...



Kabira 2 (Encore) Lyrics - Arijit, Harshdeep

Banno re banno meri chali sasuraal ko
Ankhiyon mein paani de gayi
Duaa mein meethi gud dhaani le gayi (x2)

Re Kabira maan jaa
Re Faqeera yun na ja
Aaja tujhko pukaare teri parchhaaiyan
Re Kabira maan ja
Re Faqeera yun na ja
Kaisa tu hai nirmohi kaisa harjaaiya

Re Kabira, Re Kabira
Re Fakeera, Re Fakeera... (x2)

Tooti chaarpai wohi thandi purvaai rasta dekhe
Doodhoon ki malaai wohi
Mitti ki suraahi rasta dekhe... (x2)

Ho Doodhoon ki malaai wohi
Mitti ki suraahi rasta dekhe...

Gudiya ri gudiya tera gudda perdesiya
Jodi aasmani ho gayi
Shagun pe dekho shaad maani ho gayi (x2)

Re Kabira maan jaa
Re Faqeera yun na jaa
Aaja tujhko pukaare teri parchhaaiyan
Re Kabira maan ja
Re Faqeera yun na ja
Kaisa tu hai nirmohi kaisa harjaaiya

Re Kabira, Re Kabira...


Share:

रविवार, 21 अप्रैल 2013

[Lyrics]Battameez Dil Lyrics From - Yeh Jawani Hai Deewani Song




[Lyrics]Battameez Dil Lyrics From - Yeh Jawani Hai Deewani Song


Song":Battameez Dil 

Actors : Ranbir Kapoor, Deepika Padukone
Musician : Pritam Chakraborty
Film : Yeh Jawani Hai Deewani (2013)

















Battameez Dil Lyrics



Battameezi ek bimari hay,ek aissi bimari,
Jo dhere dhere waqt ke saath,
Budhaape mein badal jaati hay,
Main kehta hoon jab tak budhaapa nhi aata,
Thodi badtameezee hee kr lete hay,

Paan main pudeena dekha,naak ka nageena dekha,
Chikni chameli dekhi ,chikna kameena dekha,
Chaand ne cheater hoke cheat kiya toh,
Saare taare bole gilli gilli akha,

Meri baat, teri baat,zyada baatein boori baat,
Thaali mein katora leke,aaloo bhaat, mooli bhaat,
Mere peeche kisi ne repeat kiya toh,
Saala maine tere muh pe maara mukka,

Ispe bhoot koi chadha haytheharna jaane naa,
Ab toh kya buraa kyaa bhalaa hai,
Fark pehchaane naa,zidd pakad ke 
Khadaa hai kambakht,chhodna jaane naa
Battameez dil battameez dil battameez dil
Maane na, maane na
Battameez dil battameez dil battameez dil
Maane na, maane na

Yeh jo haal hay sawaal hay kamaal hay
Jaane na jaane na,battameez dil battameez dil 
Battameez dil,maane na, maane na

Hawa mein hawaana dekha,dhimka falaana dekha,
Singh ka singhada khaake,sher ka ghuraana dekha,
Poori duniya ka gol gol chakkar leke,
Maine duniya ko maara dhakka,
Hey bollywood hollywood very very jolly good,

Raayi ke pahaad pe teen futa liliput,
Mere peeche kisi ne repeat kiya toh,
Saala maine tere muh pe maara mukka,
Ayaashi ke one way se khudko,modna jaane naa,
Kambal bewajah sharam ka,odhna jaane naa,

Zidd pakad ke khadha hai kambakht,
Chodhna jaane na,
Battameez dil battameez dil battameez dil,
Maane na, maane na,
Battameez dil battameez dil battameez dil,
Maane na, maane na,






Share:

[Lyrics]Balam Pichkari Lyrics From -[Yeh Jawaani Hai Deewani] Song



[Lyrics]Balam Pichkari Lyrics From -[Yeh Jawaani Hai Deewani] Song



Singer:Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani 
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Featuring:Ranbir Kapoor and Deepika












Balam Pichkari Lyrics







Itna maza, kyun aa raha hay,tune hawa mein bhaang milaya
Dugna nasha, kyun ho raha hay,aankhon se meetha tune khilaya

Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gaayi
Manchali chaal kaise nawaabi ho gaayi

Balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori sharabi ho gayi
Haa jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi

Balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
Haa jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhabhi ho gayi

Kyun no-vacancy kee, hothon pe gali hai
Jabki tere dil ka kamra toh khaali hay
Mujhko pata hai re,kya chahata hai tu
Boli bhajan teri,neeyat qawwali hay
Zulmi ye haazir-jawaabi ho gayi
Tu toh har taale ki aaj chaabi ho gayi

Balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
Jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi

Bole re zamana kharaabi ho gaayi
Haan, bole re zamana kharaabi ho gaayi






Share: