alishachinai लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
alishachinai लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

मंगलवार, 8 अक्टूबर 2013

Disco Dandiya Song Lyrics, Love Love Love Movie




Hindi Songs Lyrics, bollywood songs lyrics as Disco Dandiya Song Lyrics from Movie Love Love Love starring Aamir Khan, Juhi Chawla.


"Disco Dandiya Song Lyrics"


disco dandiya, disco dandiya, disco dandiya, disco dandiya

hey hey hey hey hey
(waada kiya hai aane ka usane, aayegi aayegi
aayegi woh toh masti dilon par chhaayegi chhaayegi) - (2)
haan jhumenge hum gaayenge hum naachenge hum disco daandiya - (3)

baahon mein woh jab aayegi, saaanson mein halchal machaayegi
pyaar se aankhein milaayegi, dil par thaap lagaayegi haan
woh phuljhadi phulon ki jhadi, jab chhadi se chhadi bajaayegi
masti mein dil mera jhumega chhayega nasha
ungali pe mujhako nachaayegi aayega maja
jhumenge hum gaayenge hum naachenge hum disco daandiya - (3)
waada kiya hai aane ka usane, aayegi aayegi
aayegi woh toh masti dilon par chhaayegi chhaayegi
jhumenge hum gaayenge hum naachenge hum disco daandiya - (3)

waade pe tere hai mujhako yakin, waada tu tod nahi sakati
iss mod tak laake mujhako daaman tu chhod nahi sakati

waade pe tere hai mujhako yakin, waada tu tod nahi sakati
iss mod tak laake mujhako daaman tu chhod nahi sakati
aawaaz dunga jab main tujhe, tu na kahin ruk paayegi
hai aaj toh pyaar ka imthaan tu apna waada nibhaayegi
ho ho ho ho hey

hey (waada kiya tha aane ka maine, yeh lo main aa gayi
mehbub mere tere liye main, duniya se takara gayi
jhumenge hum gaayenge hum naachenge hum disco daandiya - (2)) - (2)

hey hey hey hey hey
teri chhadi se meri chhadi aisi ladi haay aisi ladi
haan tan se koyi chingaari udi, saanson ki garmi aur badhi
aisa tajurba pehale huwa na, pehale na aayi aisi ghadi
hungaama milake machaayenge hoga ??
aisa huwa na hoga kabhi disco daandiya
jhumenge hum gaayenge hum naachenge hum disco daandiya - (3)
hey disco daandiya


Song Name: Disco Dandiya


Movie Name: Love Love Love (1989)

StarCast: Aamir Khan, Juhi Chawla, Gulshan Grover, Dalip Tahil, Raza Murad, Om Shivpuri

Singer/Singers: Vijay Benedict, Alisha Chinai

Music-Director/Music-Directors: Bappi Lahiri

Lyricist: Anjaan


 
Bollywood movie songs lyrics - Love Love Love Movie songs lyrics - Disco Dandiya song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.



Share:

गुरुवार, 19 सितंबर 2013

Dil Tu Hi Bata Song Lyrics Krrish 3 Movie, Hindi Movie Song Lyrics



"Dil Tu Hi Bata Song lyrics" of Krrish 3 (2013) Movie starring Hrithik Roshan, Priyanka Chopra, Kangna Ranaut, Vivek Oberoi and directed by Rakesh Roshan. Dil Tu Hi Bata song singers are Zubeen Garg, Alisha Chinai and music director is Rajesh Roshan. Dil Tu Hi Bata song lyrics by Sameer Anjaan.


Dil Tu Hi Bata Song Lyrics from Krrish 3 Movie

Dil tu hi bataa
Kahaan tha chhupa
Kyun aaj suni
Teri dhadkan pehli baar (x2)

Haan dil ne mere
Sun li tere dil ki pukaar
Dil ki pukaar...

Dil tu hi bataa
Kahaan tha chhupa
Kyun aaj suni
Teri dhadkan pehli baar

Haan dil ne mere
Sun li tere dil ki pukaar

Duniya jhooti lagti hai
Duniya jhooti lagti hai
Sapna saccha lagta hai
Chhup ke teri baahon mein
Sab kuch accha lagta hai

Yeh aisi hawaa, aisi lehar
Jisme saare beh jaate hain yahaan

Beh gayi main, Keh gayi mein
Jo bhi mujhe kehna tha (x2)

Dil ne mere
Sun li tere dil ki pukaar

Dil, tu hi bataa!

Baahon mein falak hota hai..
Baahon mein falak hota hai
Jannat ye zameen lagti hai

Kya pyaar mein ye hota hai
Har cheez haseen lagti hai

Dil khona hi tha, hona hi tha
Iss dil pe kisi ka bas hi kab chalaa

Chali main chali, Pyaar ki gali
Leke wafa ki sadayein (x2)

Dil ne mere
Sun li tere dil ki pukaar

Dil tu hi bataa
Kahaan tha chhupa
Kyun aaj suni
Teri dhadkan pehli baar

Dil ne mere
Sun li tere dil ki pukaar


Bollywood movie songs lyrics - Krrish 3 Movie songs lyrics - Dil Tu Hi Bata song lyrics – Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.

Share: