arijitsingh लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
arijitsingh लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

गुरुवार, 7 नवंबर 2013

Dhokha Dhadi Song Lyrics, R...Rajkumar Movie, Shahid Kapoor, Sonakshi Sinha




Hindi Songs Lyrics, bollywood songs lyrics as Dhokha Dhadi Song Lyrics from R...Rajkumar (2013) Movie starring Shahid Kapoor, Sonakshi Sinha, Shraddha Kapoor.


"Dhokha Dhadi Song Lyrics"

Ud gaye tote re
Tere to ud gaye tote re la la la
Ud gaye tote re
Tere to ud gaye tote re la la la

Ud gaye tote re
Tere to ud gaye tote re la la la
Ud gaye tote re
Tere to ud gaye tote re

Teri aankhon se hui yaariyan
Chalte-chalte yun hi
Meri aankhon ne teri aankhon se
Aap beeti kahi
Teri aankhon ke peechhe-peechhe
Hum pagle se chal pade
Meri ankhein ab dil ke chakkar mein
Kuchh bhi na sunti hain
Dil yeh dhokha dhadi kar dega
Socha na tha
Itni yeh gadbadi kar dega
Socha na tha
Aisi mushkil khadi kar dega
Socha na tha...


Ud gaye tote re
Tere to ud gaye tote re la la la
Ud gaye tote re
Tere to ud gaye tote re la.. la.. la..

Haan...tera dil farebi hai
Aur phir hum sarfire bhi hain
Pyaar-vyaar hum nahi jaante
Seedhe saadhe lagte ho
Phir kyun aise thagte ho
Lagte hain ???????? se

Hmm.. ise to maaf keeje wallah
Yeh dil zara sa hai nithalla
Iraade hain be-imaan se..
Dil yeh dhokha dhadi kar dega
Socha na tha
Itni yeh gadbadi kar dega
Socha na tha
Aise mushkil khadi kar dega
Socha na tha...

Ud gaye tote re
Tere to ud gaye tote re la la la
Ud gaye tote re
Tere to ud gaye tote re la.. la.. la..

Mere kaanon mein kahin
Roshan-danon se kahin
Chhanti teri aawaz hai
Zyada na hai yeh kahi
Chup bhi na hai yeh rahi
Aankhon ka yeh andaaz hai

Chalo miyaan ho gaya wallah
Nigaah mein dekho na phisalna
Khwabon pe tum chalna dheere se
Dil yeh dhokha dhadi kar dega
Socha na tha
Itni yeh gadbadi kar dega
Socha na tha
Aise mushkil khadi kar dega
Socha na tha...

Ud gaye tote re
Tere to ud gaye tote re la la la
Ud gaye tote re
Tere to ud gaye tote re la.. la.. la..



Song Name: Dhokha Dhadi



Movie Name: R...Rajkumar


StarCast: Shahid Kapoor, Sonakshi Sinha, Shraddha Kapoor, Sonu Sood, Poonam Jhawer, Ashish Vidyarthi


Singer/Singers: Arijit Singh

Music-Director/Music-Directors: Pritam


Lyricist: Mayur Puri


"R...Rajkumar Movie songs lyrics"



Kaddu Katega Song Lyrics

Mat Maari Song Lyrics

Saree Ke Fall Song Lyrics

Gandi Baat Song Lyrics


Bollywood movie songs lyrics - R...Rajkumar Movie songs lyrics - Dhokha Dhadi song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.

Share:

बुधवार, 6 नवंबर 2013

Kabhi Jo Baadal Barse Song Lyrics, Jackpot Movie



Hindi Songs Lyrics, bollywood songs lyrics as Kabhi Jo Baadal Barse Song Lyrics from Jackpot (2013) Movie starring Sunny Leone, Sachiin Joshi, Naseeruddin Shah.


"Kabhi Jo Baadal Barse Song Lyrics"

Kabhi jo baadal barse
Main dekhun tujhe aankhen bhar ke
Tu lage mujhe pahli barish ki dua

Tere pahlu mein reh loon
Main khud ko pagal keh loon
Tu gham de ya khushiyaan
Seh loon sathiya..

Koi nahi tere siwa mera yahan
Manzilein hain meri to sab yahan.
Mita de sabhi aaja faasle

Main chahoon mujhe mujhse baant le
Zara sa mujh mein tu jhaank le
Main hoon kya

O.. O..
Ae.. ae.. aa.. [sathiya]
Ae.. ae.. aa..

Pahle kabhi na tune mujhe gham diya
Phir mujhe kyun tanha kar diya
Guzaare the jo lamhe pyaar ke
Hamesha tujhe apna maan ke
To phir tune badli kyun ada
Yeh kyun kiya

Wo.. O.. O..
Wo.. O.. O..

Kabhi jo baadal barse
Main dekhun tujhe aankhen bhar ke
Tu lage mujhe pahli barish ki dua

Tere pahlu mein reh loon
Main khud ko pagal keh loon
Tu gham de ya khushiyaan
Seh loon sathiya..

Song Name: Kabhi Jo Baadal Barse


Movie Name: Jackpot

StarCast: Sunny Leone, Sachiin Joshi, Naseeruddin Shah


Singer/Singers: Arijit Singh

Music-Director/Music-Directors: Sharib, Toshi


"Jackpot Movie songs lyrics"


Jackpot Jeetna Song Lyrics

Full Jhol Song Lyrics

Eggjactly Song Lyrics

Kabhi Jo Baadal Barse Song Lyrics

Bol Bugger Bol Song Lyrics
 



Bollywood movie songs lyrics - Jackpot Movie songs lyrics - Kabhi Jo Baadal Barse song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.


Share:

सोमवार, 28 अक्टूबर 2013

Beparwah Song Lyrics, Shahid Movie, Raj Kumar Yadav




Hindi Songs Lyrics, bollywood songs lyrics as Beparwah Song Lyrics from Shahid (2013) Movie starring Raj Kumar Yadav, Prabhleen Sandhu, Mohd Zeeshan Ayyub.


"Beparwah Song Lyrics"

Beparwah.. rang ka jaaya
Chitt laage naa..
Main uktaaya..

Haal bayaan
Ho na haal bayaan
Hona faqat hai fana..
Ranj ke sadke ho gai jaan
Dhadkan jaise dhuaan.. aa...

Pyar hai dheh sa gaya
Hai kadar kahan...
Man hai yaadon ka ek majma..

Beparwah.. rang ka jaaya
Chitt laage naa..
Main uktaaya..


Song Name: Beparwah

Movie Name: Shahid

StarCast: Raj Kumar Yadav, Prabhleen Sandhu, Mohd Zeeshan Ayyub

Singer/Singers: Arijit Singh

Music-Director/Music-Directors: Karan Kulkarni

Lyricist: Shelley


"Shahid Movie songs lyrics"



Bollywood movie songs lyrics – Shahid Movie songs lyrics - Beparwah song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.



Share:

शुक्रवार, 4 अक्टूबर 2013

Tose Naina Song Lyrics, Mickey Virus Movie All Songs Lyrics




Hindi Songs Lyrics, bollywood songs lyrics as Tose Naina Song Lyrics from Mickey Virus (2013) Movie starring Manish Paul, Elli Avram, Manish Choudhary, Varun Badola.


"Tose Naina Song Lyrics"

Is lamhe ko rok doon
Ya main khud ko is mein jhonk doon
Kya karun.. kya karun.. kya karun..
Is lamhe main kuchh bhi jaanu na..

[Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage]

Tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile
Ban gaye silsile...

Tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile
Ban gaye silsile
Tose naina jab se mile

O sudh-budh khoyi hai khoyi maine
Haan jaan ganwaai, ganwaai maine
Haan tujhko basaya hai dhadkan mein
Saanware..
O sudh-budh khoyi hai khoyi maine
Haan jaan ganwaai, ganwaai maine
Haan tujhko basaya hai dhadkan mein
Saanware...

Tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile
Ban gaye silsile

[Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage]

Khud ko kho kar tujhko paya
Is tarah se mujhko jeena aaya
O....
Khud ko kho kar tujhko paya
Is tarah se mujhko jeena aaya
Teri lagan mein sab hai ganwaya
Is tarah se mujhko jeena aaya
Teri hansi meri khushi
Meri khushi tu hi...

Tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile
Ban gaye silsile

[Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage]


Song Name: Tose Naina

Movie Name: Mickey Virus

StarCast: Manish Paul, Elli Avram, Manish Choudhary, Varun Badola

Singer/Singers: Arijit Singh

Music-Director/Music-Directors: Hanif Sheikh

Lyricist: Hanif Sheikh, Manoj Yadav, Arun Kumar


"Mickey Virus Movie songs lyrics"


Mickey Virus Title Song Lyrics


Aankhon Hi Aankhon Ne Song Lyrics

Pyaar China Ka Maal Hai Song Lyrics

Sajna Ve Sajna Ve Song Lyrics

Bollywood movie songs lyrics - Mickey Virus Movie songs lyrics - Tose Naina song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.

Share:

शुक्रवार, 27 सितंबर 2013

Laal Ishq Song Lyrics, Ram Leela Movie, Ranveer Singh, Deepika Padukone



Hindi Songs Lyrics, bollywood songs lyrics as Laal Ishq Song Lyrics from Ram Leela (2013) Movie starring Ranveer Singh, Deepika Padukone.

"Laal Ishq Song Lyrics"


Ye laal ishq, ye malaal ishq
Ye aib ishq, ye bair ishq (x2)

Ishq-ishq, Ishq-ishq..

Tujh sang bair lagaya aisa
Tujh sang bair lagaya aisa
Raha na main phir apne jaisa
Ho raha na main phir apne jaisa

Mera naam ishq
Tera naam ishq (x3)

Mera naam, Tera naam
Mera naam ISHQ!

Ye laal ishq, ye malaal ishq
Ye aib ishq, ye bair ishq (x2)

Ishq-ishq, Ishq-ishq

Apna naam badal dun
Ya tera naam chhupa lun
Ya chhod ke saari aag
Main vairaag utha lun
Bas ek rahe mera kaam ishq
Mera kaam ishq
Mera kaam ishq

Mera naam ishq
Tera naam ishq
Mera naam, Tera naam
Mera naam ISHQ!

Ye laal ishq, ye malaal ishq
Ye aib ishq, ye bair ishq (x2)

Ye kaali raat jakad lun
Ye thanda chand pakad lun (x2)

Din-raat ke bairi bhed ka
Rukh mod ke main rakh dun
Tujh sang bair lagaya aisa
Raha na main phir apne jaisa
Raha na main phir apne jaisa

Mera naam ishq
Tera naam ishq (x3)

Mera naam, Tera naam
Mera naam ISHQ!

Ye laal ishq
Ye malaal ishq
Ye aib ishq
Ye bair ishq (x2)


 Song Name: Laal Ishq


Movie Name: Ram Leela

StarCast: Ranveer Singh, Deepika Padukone, Richa Chadda

Singer/Singers: Arijit Singh

Music-Director/Music-Directors: Sanjay Leela Bhansali

Lyricist: Siddharth-Garima




Bollywood movie songs lyrics - Ram Leela Movie songs lyrics - Laal Ishq song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.


"Ram Leela Movie songs lyrics"


Dhoop Song Lyrics

Man Mor Bani Thanghat Kare Song Lyrics

Nagada Sang Dhol Baaje Song Lyrics

Ishqyaun Dhishqyaun Song Lyrics

Poore Chand Song Lyrics

Ram Chahe Leela Song Lyrics

Lahu Munh Lag Gaya Song Lyrics

Ang Laga De Re Song Lyrics







Share: