lootera movie song लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
lootera movie song लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

गुरुवार, 30 मई 2013

Manmarziyan Song Lyrics Lootera Movie



Manmarziyan Song Lyrics from Lootera Movie


Yun to solah saavan aaye gaye
Gaur nahi kiya humne
Bheega man ka aangan is martaba
Kya jaane kya kiya tumne

Dil mein jaagi..
Ishq waali manmarziyan, manmarziyan
Zid ki maari (yun to solah)
Bholi bhaali (saavan)
Mannmarziyan (aaye gaye)
Mannmarziyan

Abb talak se
Kuchh alag si manmarziyan.. Manmarziyaan..
Hum zameen pe (bheega man ka)
Toh falak se (aangan)
Manmarziyan (iss martaba)
Man marziyaan...

Sikkon jaise
Hai uchhaali
Manmarziyan, manmarziyaan
Zidd ki maare (yun to solah)
Bholi bhaali (saavan)
Manmarziyaan, manmarziyaan (aaye gaye)

Be-adab si
Par gazab si
Manmarziyan, manmarziyan

Hosh khoya
Par sambhali manmarziyan (yun to solah)
Manmarziyaan (saavn)
Zidd ki maari (aaye gaye)
Bhooli bhaali manmarziyan, manmarziyan




Movie Name: Lootera

Star Cast in Lootera Movie: Ranveer Singh, Sonakshi Sinha

Manmarziyan Song Singers: Shilpa Rao, Amitabh Bhattacharya, Amit Trivedi

Manmarziyan Song Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Manmarziyan Song Music: Amit Trivedi



Manmarziyan Song Lyrics on Songs Lyrics Ever.

Share:

Monta Re Song Lyrics Lootera Movie




Monta Re Song Lyrics from Lootera Movie


Hmm Hmmm..
Kaagaz ke do pankh leke uda chala jaaye re
Jahan nahi jaana tha ye wahin chala haye re
Umar ka yeh taana-baana samajh na paaye re
Zubaan pe jo moh-maaya, namak lagaye re
Ke dekhe na, bhaale na, jaane na daaye re
Disha haara kyaamon boka monta re! (x2)


Dhintana dhintana...

Fateh kare qile saare, bhed jaaye deewarein
Prem koi sendh laage.. (sendh lage re lage)
Agar magar bari bari jiya ko yun uchhale
Jiya nahin gend laage.. (gend lage re lage)

Maati ko ye chandan sa maathe pe sajaye re
Zubaan pe jo moh maaya namak lagaye re
Ke dekhe na bhale na jaane na daaye
Disha haara kyaamun boka monta re


Movie Name: Lootera

Star Cast in Lootera Movie: Ranveer Singh, Sonakshi Sinha

Monta Re Song Singers: Swanand Kirkire, Amitabh Bhattacharya

Monta Re Song Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Monta Re Song Music: Amit Trivedi


Monta Re Song Lyrics on Songs Lyrics Ever.

Share:

मंगलवार, 21 मई 2013

Sawaar Loon Song Lyrics Lootera Movie 2013



Sawaar Loon Song Lyrics from Lootera Movie in 2013


Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye
Gulon ki shokhiyaan jo bhanwre aake loot gaye
Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara
Issi bahaane kyun naa main bhi dil ka haal zara
Sanwaar loon haaye sawaar loon
Sawaar loon haaye sawaar loon

Baramade puraane hain, nayi si dhoop hai
Jo palke khatkhata raha hai kiska roop hai
Shararatein kare jo aise bhoolke hijab
Kaise usko naam se, main pukar loon
Sawaar loon haye sawaar loon
Sawaar loon haye sawaar loon

Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye
Gulon ki shokhiyaan jo bhanwre aake loot gaye
Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara
Issi bahaane kyun naa main bhi dil ka haal zara


Movie Name: Lootera

Sawaar Loon Song Singers: Monali Thakur

Sawaar Loon Song Music: Amit Trivedi

Sawaar Loon Song  Lyricist: Amitabh Bhattacharya

StarCast in Lootera Movie: Ranveer Singh, Sonakshi Sinha



Share: