sandeepnath लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
sandeepnath लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

सोमवार, 28 अक्टूबर 2013

Satake Thoko Song Lyrics, Bullett Raja Movie, Saif Ali Khan, Sonakshi Sinha




Satake Sataak Song from Bullett Raja Movie
Hindi Songs Lyrics, bollywood songs lyrics as Satake Thoko Song Lyrics from Bullett Raja (2013) Movie starring Saif Ali Khan, Sonakshi Sinha.


"Satake Thoko Song Lyrics"


Satake sataak

Hey.. Hey.. Hey.. Hey..

Aa bada galat hai kaam
Ise har haal mein roko..
Hey bada bada galat hai kaam
Ise har haal mein roko..
Arre watan kiya badnaam
Ke ab to satake thoko
Satake.. sataak

Arre bhaiya, arre bhaiya
Hamre bhaiya, bhaiya, bhaiya
Daayein bhaiya, ae baayein bhaiya
Raja bhaiya, rok bhaiya

Hey.. Hey.. Hey.. Hey..
Hey.. Hey.. Hey.. Hey..

Satake sataak

Arre ee sab ka ho raha hai bhaiya..
Ee sab ka ho raha hai bhaiya..
Devar ghoome ban ke saiyaan..
[Des chalave milke toli ha o toli
Arre hajam kare patthar ki goli o goli o goli
Har veeraan ki oonchi boli
Haan tambu jaise ho gayi jholi re jholi re jholi re jholi]

Kathan ka matlab ee hai bhaiya.. hey bhaiya ha..
Arre sasura muh ka size hai itna chauda
Thooth rahe hain par lagta thoda samjhe..
Hey.. bada bada galat hai kaam
Ise har haal mein roko..
Arre watan kiya badnaam
Ke ab to satake thoko
Satake.. sataak

Arre ee sab ka ho raha hai bhaiya..
Ho ee sab ka ho raha hai bhaiya..
Nau mann tel mein ta ta thaiya
Ho kaa hoat hai bhaiya ta ta thaiya
Arre toka nahi pata kaa

[Dhadhana dhinak dhin dha hey tak jin
Dhadhana dhinak dhin
Ta gid gid da dha, ta gid gid da dha
Ta gid gid da dha, ta gid da gid da gid da dhai
Ta gid da gid da gid da dhai
Ta gid da gid da gid da dhai]

Hey saar Sandeela laddoo peela..
Lucknow ka paijama dheela
Go Kanpur ka kaan hai behra..
Sitapur mein Ravan thehta
O thehta.. o thehta..

Arre kathan ka matlab ee hai bhaiya..
Arre ka ho bhaiya ha ha..
Arre bina tel ke tale pakauda
Chaahe Haripur choohe sa

O bada galat hai kaam
Ise har haal mein roko..
Bada bada galat hai kaam
Ise har haal mein roko..
Arre watan kiya badnaam
Ke ab to satake thoko
Satake.. sataak

Arre bhaiya, arre bhaiya
Hamre bhaiya, bhaiya, bhaiya
Daayein bhaiya, ae baayein bhaiya
Raja bhaiya, rok bhaiya

Hey.. Hey.. Hey.. Hey..
Hey.. Hey.. Hey.. Hey..
Hey.. Hey.. Hey.. Hey..


Song Name: Satake Thoko


Movie Name: Bullett Raja (2013)


StarCast: Saif Ali Khan, Sonakshi Sinha


Singer/Singers: Wajid, Keerthi Sagathia, Danish Sabri


Music-Director/Music-Directors: Sajid, Wajid


Lyricist: Sandeep Nath



"Bullett Raja Movie songs lyrics"


Bollywood movie songs lyrics - Bullett Raja Movie songs lyrics - Satake Thoko song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.

Share:

Dont Touch My Body Song Lyrics, Bullett Raja Movie, Saif Ali Khan, Sonakshi Sinha



Hindi Songs Lyrics, bollywood songs lyrics as Dont Touch My Body Song Lyrics from Bullett Raja (2013) Movie starring Saif Ali Khan, Sonakshi Sinha.



"Dont Touch My Body Song Lyrics"


Nazron ki syahi se mohar lagaaye [haaye]
Munh bataase ka ras ghulta jaaye [aaho bhaiya waah]
O.. diwaane tu bada confuje hai.. [achcha]
Tune socha kyun mera character.. looje hai..

Arre pyar jataike, batiyaan banaike
Hamko bulaaike yahan..
Don't touch my....

[Hoye-hoye, hoye-hoye]

Arre don't touch my body o more saiyaan
Haye don't touch my body o more saiyaan
Arre don't touch my body o more saiyaan
Tera jalaa dungi gadda aur takiya
Arre don't touch my body o more saiyan

Main bholi innocent thi, samajh na paayi
Tere bulaane pe main to chali aayi
Dil mein thi emotion ki nayi angdayi
Per nikla sanam tu to bada harjaai

Arre pyar jataike, batiyaan banaike
Hamko bulaaike yahan..
Don't touch my....
[Hoye-hoye, hoye-hoye]
Chal chal..
Don't touch my body o more saiyaan
Don't touch my body o more saiyaan

Tu samjha ke dil hamra hai rabdi-malaai
Saste mein phat se isko hajam kar jaai
Mohobbat mein sanam tum ho bade typical
Pyar karo aankhon se na ho physical

Are pyaar jatayike, battaiyaan bujhaayike
Humko bulaaye ke yahaan..
Don't touch my..

[Hoye-hoye, hoye-hoye]

Arre don't touch my body o more saiyaan
Don't touch my body o more saiyaan
Arre don't touch my body o more saiyaan..
Tera jalaa dungi gadda aur takiya
Arre don't touch my body o more saiyan



Song Name: Dont Touch My Body


Movie Name: Bullett Raja (2013)


StarCast: Saif Ali Khan, Sonakshi Sinha


Singer/Singers: Mamta Sharma


Music-Director/Music-Directors: Sajid, Wajid, RDB


Lyricist: Sandeep Nath



"Bullett Raja Movie songs lyrics"



Bollywood movie songs lyrics - Bullett Raja Movie songs lyrics - Dont Touch My Body song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.

Share: