गुरुवार, 2 सितंबर 2010

Goonja sa hai koi iktara, lyrics, translation



o re manwa tu toh baawra hai..
tu hi jaane tu kya sochta hai..
tu hi jaane tu kya sochta hai.. baawre..
kyun dikhaye sapne tu sote jaagte..
jo barse sapne boond boond..
nainon ko moond moond..
nainon ko moond moond..
jo barsein sapne boond boond..
nainon ko moond moond..
kaise main chaloon.. dekh na sakoon
anjaane raaste..

O heart, you're mad,
you only know what you think,
you only know what you think, o mad (heart),
why you show me dreams sleeping and awake,
as dreams rain drop by drop,
closing the eyes, closing the eyes,
as dreams rain drop by drop,
closing the eyes,
How do I walk, I can't see,
the unknown paths..

goonja sa hai koi iktara iktara..
goonja sa hai koi iktara..
goonja sa hai koi iktara iktara..
goonja sa hai koi iktara.. iktara..
dheeme bole koi iktara iktara..
dheeme bole koi iktara..
goonja sa hai koi iktara iktara..
goonja sa hai koi iktara..


Some iktara has echoed,
some iktara has echoed,
some iktara plays softly,
some iktara has echoed..

sun rahi hoon sudhbudh kho ke koi main kahani..
poori kahani hai kya kise hai pata..
main toh kisiki ho ke yeh bhi na jaani..
rut hai yeh do pal ki ya rahegi sada..
kise hai pata.. kise hai pata..


I'm listening to some story, with my consciousness lost,
what is the whole story, who knows,
I became someone (else)'s and didn't even know
whether this is a season of two moments or forever,
who knows, who knows...

jo barsein sapne boond boond..
nainon ko moond moond..
nainon ko moond moond..
jo barsein sapne boond boond..
nainon ko moond moond..
kaise main chaloon.. dekh na sakoon..
anjaane raaste..

goonja sa hai koi iktara iktara..
goonja sa hai koi iktara..
goonja sa hai koi iktara iktara..
goonja sa hai koi iktara.. iktara..
dheeme bole koi iktara iktara..
dheeme bole koi iktara..
goonja sa hai koi iktara iktara..
goonja sa hai koi iktara..


Iktara is a traditional Indian single-string instrument. For more on meaning of Iktara, see the last post.
Share: