सोमवार, 28 सितंबर 2009

Dil Ibaadat Song Lyrics from Tum Mile



Song Details:-
Song Name: Dil Ibaadat
Film/Album: Tum Mile
Singer(s): K K
Music Director: Pritam
Lyricist: Sayeed Qadri
Length: 5:29
Music On: Sony Music

Lyrics of Dil Ibaadat Song


Dil ibadat kar raha hai Dhadkanein meri sun
Tujh ko main kar lu haasil lagi hai yehi dhun
Zindagi ki shaak se loon kuch haseen pal main chun
Tujh ko main kar lu haasil lagi hai yehi dhun

Se o re o sama re o Se o re o
Se o re o sama re o Se o re o

Dil ibadat kar raha hai Dhadkanein meri sun
Tujh ko main kar lu haasil lagi hai yehi dhun
Zindagi ki shaak se lu kuch haseen pal main chun
Tujh ko main kar lu haasil lagi hai yehi dhun
Jo bhi jitne pal jiyun Unhe tere sang jiyun
Jo bhi kal ho ab mera Usse tere sang jiyun
Jo bhi saansein main bharun Unhe tere sang barun
Chahe jo ho raasta Usse tere sang chalun
Dil ibadat kar raha hai Dhadkanein meri sun
Tujh ko main kar lu haasil lagi hai yehi dhun

Na na na ...

Mujhko de tu mitt jaane ab se khud dil mil jaane
Kyun hai yeh itna faasla
Lamhe ye phir na aane Inko tu na de jaane
Tu mujhpe khudko de lutaa
Tujhe tujh se todh lu Kahin khud se jod lu
Mere jismo jaandian Teri khusboo oad lu
Jo bhi saansein main bharun Unhe tere sang barun
Chahe jo ho raasta Usse tere sang chalun
Dil ibadat kar raha hai Dhadkanein meri sun
Tujh ko main kar lu haasil lagi hai yehi dhun

Aaa aa aa ...

Bahaon mein de bas jaane Seenay mein de chup jaane
Tujh bin main jaaun to kahan
Tujh se hai mujhko paane Yaadon ke woh nazraane
Ik jinpe hak ho bas mera
Teri yaadon mein rahun Tere khwabon mein jagun
Mujhe doondhey jab koi Teri aankhon mein milun
Jo bhi saansein main bharun Unhe tere sang barun
Chahe jo ho raasta Usse tere sang chalun
Dil ibadat kar raha hai Dhadkanein meri sun
Tujh ko main kar lu haasil lagi hai yehi dhun
http://ghazal-kvita.blogspot.com/

Na na na ...

See lyrics of other songs from this album Tum Mile Music Album

Check out all the latest Hindi Songs Lyrics

Please feel free to comment below if you see any mistakes with lyrics, any wording or language mistakes.
Share: