शनिवार, 24 अक्तूबर 2009

Aankhein Tumhari Song Lyrics from MareGa Salaa



Song Details:-
Song Name: Aankhein Tumhari
Film/Album: MareGa Salaa
Singer(s): Sonu Nigaam & Shreya Ghoshal
Music Director: Daboo Malik
Lyricist: Praveen Bhardwaj
Length: 4:53
Music On: Saregama-HMV

Lyrics of Aankhein Tumhari Song


Hmm ..
Aankhein tumhari sab keh rahi hai
Chehra tumhara sab keh rahi hai
Tum kuch kaho ya kuch na kaho
Saansein tumhari sab keh rahi hai
Aankhein tumhari sab keh rahi hai
Chehra tumhara sab keh rahi hai

Samne ho mere tum phir bi intezaar hai
Chain mil raha hai thoda Dil bekraar hai
Dekho na dil mera dhadke hi ja raha
Ik ajnabee se milke tadpe hi ja raha
Uljan hamari sab keh rahi hai
Tadpan tumhari sab keh rahi hai
Tum kuch kaho ya kuch na kaho
Dhadkan tumhari sab keh rahi hai
Aankhein tumhari sab keh rahi hai
Chehra tumhara sab keh rahi hai
ghazal-kvita.blogspot.com

Humto chale hai yuhin manzil ki baahon mein
Humko khabar nahi kya ho in raahon mein
Hoo khoyi khoyi aankhon mein khoye khoye khwab hai
Na kuch sawal hai na kuch jawab hai
Khamoshiyan ab sab keh rahi hai
Sargoshiyan ab sab keh rahi hai
Tum kuch kaho ya kuch na kaho
Madhoshiyan ab sab keh rahi hai
Aankhein tumhari sab keh rahi hai
Chehra tumhara sab keh rahi hai


Check out all the latest Hindi Songs Lyrics
Share: