Song Name: Daata Sun Le
Film/Album: Jail
Singer(s): Lata Mangeshkar
Music Director: Shamir Tondon
Lyrcist: Ajay Kumar Garg
Length: 5:13
Music On: T-Series
Lyrics of Daata Sun Le Song
Daata sun le Maula sun le
Daata sun le Maula sun le
Raahon se meri kaante chun le
Dar pe khade hain sar ko jukaye
Itni si arj hamari
Daata sun le Maula sun le
Daata sun le Maula sun le
Daata sun le
Raat to khali hai
Din bhi andhera hai
Raat to khali hai
Din bhi andhera hai
Apne palkon ki Tu chahon mein rakhna
Jeevan ki dori ko Tu thaam ke rakhna
Haathon mein tere hi hai duniya hamari
Daata sun le Maula sun le
Daata sun le Maula sun le
Daata sun le
http://ghazal-kvita.blogspot.com/
Galatiyan jo humne ki
Woh maaf kar dena
Mann mein sachayi ka
Vishwas bar dena
Raatein guzarti hai
Aankhon hi aankhon mein
Kuch phool dhoondte hain
Kaanto se baresha aankhon mein
Saanson ki dharti pe Humri paapta parbat baari
Daata sun le Maula sun le
Daata sun le Maula sun le
Daata sun le Maula sun le
Maula .. sun le
Daata .. sun le
Maula .. sun le
See lyrics of other songs from this album Jail Music Album
Check out all the latest Hindi Songs Lyrics
Please feel free to comment below if you see any mistakes with lyrics, any wording or language mistakes. Share: