शनिवार, 25 फ़रवरी 2012

Kuch to hai tujhse Raabta: Lyrics, Translation (Agent Vinod)



Kehte hain khuda ne is jahan mein/ Raabta Lyrics with English Translation

Movie: Agent Vinod
Music: Pritam
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Singer: Arijit Singh, Joi/Hamsika/Shreya Ghoshal

Kehte hain khuda ne is jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye
Tera milna hai us rab ka ishara maano
Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaaneN hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah yahi hai marna isi ke liye
Kehte hain khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye


They say that for everyone in this world, God has
made someone or the other, for each one
You meeting me is a sign believe me
I am made for someone like you
Some contact is there with you
Some relation is there with you
How should I know, what do I know
Some contact is there with you
You are my partner so why should I worry
This is the reason to live and will die for this

Meherbaani jaate jaate mujh pe kar gaya
Guzarta sa lamha ek daaman bhar gaya
Tere nazara mila, roshan sitara mila
Takdeer ki kashtiyon ko, kinara mila


It obliged me while going
A passing moment fulfilled my wishes
I got a view of yours, got sparkling starts
Destiny’s boats got a shore..

Sadiyon se tarse hai jaisi zindagi ke liye
Teri sauhbat mein duaayein hain usi ke liye
Tera milna hai us rab ka ishaara
Maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye


A life for which I've craved for centuries,
In your company all the prayers are for that (life)
You meeting me is a sign
as if I am made for someone like you

Kehte hain khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye
kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaane hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta

Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah yahi hai marna issi ke liye
Kehte hain khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye
Share: