बुधवार, 28 अगस्त 2013

Tere Mohalle Lyrics - Besharam




Song Lyrics and Music Video of Tere Mohalle from the movie Besharam (2013)

Tere Mohalle Besharam

Song Details:-
Song Name: Tere Mohalle
Film/Album: Besharam
Singer(s): Mamta Sharma, Aishwarya Nigam
Music Director: Lalit Pandit
Lyricist: Nikhat Khan
Music Label: T-Series
Picturization on: Ranbir Kapoor, Pallavi Sharda
Choreographer: Remo D'Souza



Tere Mohalle Lyrics

Khidki se mujhe taanke, saare gali ke baanke - 3 times

Sab ko lallu banaa ke
Dil phenkaa tujh par
Hum lutt gaye ainvayi aake tere mohalle - 3 times

Kyun lambi lambi haanke, koi na tujhe taake - 3 times

Kisko lallu banaa ke
Kehti rehti hai phir
Ke lutt gaye ke ainvayi aake tere mohalle
Hum lutt gaye ainvayi aake tere mohalle

Hum lutt gaye baby aake tere mohalle
Hum lutt gaye zaalim aa ke tere mohalle

Hum Sikandar hain, apni marzi ke
Chutki laage hume yeh dil phansaane mein

Mere jalwe mein, beta woh dum hai
Nikle saari umar mujhe pataane mein

Kara lo ji kara lo
Dil ki FD kara lo
Angootha bhi lagwa lo
Dil phenka tujh par

Hum lutt gaye ainvayi aake ke tere mohalle
Hum lutt gaye ainvayi aake ke tere mohalle

Hum lutt gaye, hum lutt gaye
Hum lutt gaye, lutt gaye, lutt gaye
Hum lutt gaye, hum lutt gaye
Hum lutt gaye, lutt gaye, lutt gaye

Hum lutt gaye jaanaa aake tere mohalle
Hum lutt gaye beauty aake tere mohalle

Badi muh-fat hai, yeh jawaani bhi
Darti nahi hai yeh toh bhid jaane se

Ho chal kat le tu, kitna phenke hai
Zarra bhi dum nahi hai tere draame mein

Badha lo ji badha lo, relation-wa badha lo
Naino ke pench lada lo, aa jaao na chhat par

Hum lutt gaye baby aake tere mohalle
Hum lutt gaye zaalim aa ke tere mohalle

Khidki se mujhe taanke
Saare gali ke baanke

Kyun lambi lambi haanke
Koi na tujhe taake
Kisko lallu banaa ke
Kehti rehti hai phir

Hum lutt gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lutt gaye ainvayi aake tere mohalle

Hum lutt gaye baby aake tere mohalle
Hum lutt gaye zaalim aa ke tere mohalle

Deewane hain dilon ko hum to jodenge
Na ghar ka tumhe ghaat ka naa chhodenge

Kyun baaz na aati hai kheencha-taani se
Haay hum popular hain apni manmaani se

Hum lutt gaye, lutt gaye
Jaana hum lutt gaye
Hum lutt gaye, lutt gaye
Ainvayi hum lutt gaye
Hum lutt gaye, lutt gaye
Baby hum lutt gaye
Hum lutt gaye, lutt gaye
Zaalimaa lutt gaye

Share: