Genelia D'Souza लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Genelia D'Souza लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

मंगलवार, 30 अगस्त 2011

Chahoon bhi: Lyrics, Translation (Force/ Bombay Jaishree, Karthik)



Movie: Force

Music: Harris Jayaraj

Lyrics: Javed Akhtar

Singer: Bombay Jaishree, Karthik



Chahoon bhi to main kaise kahun

saari jo baatein dil kehta hai

leherein sapno ki kaise ginoon

dariya behta hi rehta hai



keh rahi hai kya ye suno

meri khamoshiyaan

raat se hain lambi kahin

dil ki ye daastan

kaise kahoon




Even if I wish, how do I say,

All the things that the heart says,

How do I count the waves of dreams,

this river keeps flowing..



Listen to what say

my silences,

the story of my heart

is longer than the night

how do I say....



Tumse mujhe ye kehna tha

o kehna tha humdum

ho saamne to kya kahun

kya kehna tha humdum

kaise ye jazbaat hain

is dil mein to din raat hain

hoton pe kyun aane se ye sharmaate hain

aankhon mein kyun ye har ghadi aa jaate hain




I had to say this to you,

I had to say, o companion,

when you're in front of me, what do I say,

what to say o companion..

how are these emotions,

in this heart there're days and nights..

why are they shy to come to lips,

and why do they come into my eyes everytime..



Chahoon bhi to main kaise

saari jo baatein dil kehta hai

leherein sapno ki kaise ginoon

dariya behta hi rehta hai



hum kyun kahein jo unkahi ek baat hai jaanam

dhadkan kahe dhadkan sune wo raat hai jaanam

dil bole bin, hain bolte

sab raaz hain, ye kholte

jab khwaab hain, jazbaat hain, ehsaas hai

to kehna kya, to sunna kya, hum paas hain..




why should we say the unsaid one thing is there, o love,

heartbeat says and heartbeat listens, that's a night my love,

hearts speak without speaking,

they open all the secrets,

when there are dreams, emotions, feeling,

then what to say, what to hear, we are together...



Chahoon bhi to main kaise

saari jo baatein dil kehta hai

leherein sapno ki kaise ginoon

dariya behta hi rehta hai



keh rahi hain kya ye suno

meri khamoshiyaan

raat se hain lambi kahin

dil ki ye daastan

kaise kahoon

Share:

शुक्रवार, 26 अगस्त 2011

Beginning of Khwabon Khwabon: Language, Meaning?



If you're confused as to what is the beginning of khwabon khwabon that goes something like oma-khaziyaan-wahiyaanyaan-waahiyaaya-zeenyeve-hazayiyaan, it's doing exactly what it's supposed to do, fascinate and confuse you.



Well, the beginning of the song, which was the same in the Original Tamil and then Telugu version as well, is nothing but Gibberish. The words that might sound like Arabic or some close language do not exactly have any meaning and have been just put there to fascinate the listener.



And no doubt, they work Bang On!

Share: