Force लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Force लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

मंगलवार, 30 अगस्त 2011

Dil ki hai Tamanna: Lyrics, Translation (Force)



Movie: Force

Music: Harris Jayaraj

Lyrics: Javed Akhtar

Singers: Vijay Prakash, Shalini Singh, Neha Bhasin



na tu bataye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna

teri hai tamanna meri bane tu mujhko bhi hai bas tera banna

jaan ke hum anjaan hain kaisi hai ye kahani

are ho na kyun hairani

jo pyaase hain kyun peete nahi paani




neither you say nor I tell what's the wish of your n my hearts' wish

your wish is that u be mine and I also want to be only yours

we know but are still unknown, how's this story,

why wouldn't one be surprised,

when (we are) thirsty, why don't (we) drink water?



na tu bataye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna

meri hai tamanna teri banoon main tujhko bhi hai bas mera banna

jaan ke hum anjaan hain kaisi hai ye kahani

are ho na kyun hairani

jo pyaase hain kyun peete nahi paani




hum jab mil gaye hain, phir kyun ye faasle hain,

paas aa ke bhi hum kuch door se hain

kyun jhijhke se hain dono

kyun thithke se hain dono

kya jaane hum kyun yoon majboor se hain




when we are together, why are there distances,

even coming close, we are a bit far,

why are we both feeling a little awkward

why are we both stumbling,

don't know why we are so much like helpless..



meri aankhon mein sitare hain

sharmeele se ishare hain

inko zara to dekho tum, inko to samjho




there are stars in my eyes

there are shy signs,

see them, understand them..



kyun ho gayi ho sharmeeli

jo hain baatein dil ki rangeeli

ye sharm varm tum chhodo, hum se tum keh do

jo dhadkan mein, saanso mein ik raaz hai chhupa

aa duniya se keh den hum, mere saath aa

ho....




why have u become shy?

the colored thoughts of your heart,

leave this shyness, and say them to me..

the secret that is hidden in the heartbeat n breaths,

come, let's tell the world, come with me..



na tu bataye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna

meri hai tamanna teri banoon main tujhko bhi hai bas mera banna

jaan ke hum anjaan hain kaisi hai ye kahani

are ho na kyun hairani

jo pyaase hain kyun peete nahi paani



jab do dilon ka kehna hai,

ab saath humko rehna hai

jab dono dil dhadakte hain to kya hai mushkil




when two hearts say,

that we want to live together,

when both the hearts beat (for each other), what's the problem..



bas itni si shikayat hai

chup rehne ki jo aadat hai,

chhodo kabhi to tum kehdo jo kehta hai dil

jo dhadkan mein, saanso mein ik raaz hai chhupa

aa duniya se keh den hum, mere saath aa..




only so much is the complaint,

this habit of staying silent,

leave this (habit) and say what you have to say,

the secret that is hidden in the heartbeat n breaths,

come, let's tell the world, come with me..



na tu bataye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna

teri hai tamanna meri bane tu mujhko bhi hai bas tera banna

jaan ke hum anjaan hain kaisi hai ye kahani

are ho na kyun hairani

jo pyaase hain kyun peete nahi paani



hum jab mil gaye hain, phir kyun ye faasle hain,

paas aa ke bhi hum kuch door se hain

kyun jhijhke se hain dono

kyun thithke se hain dono

kya jaane hum kyun yoon majboor se hain

Share:

Main Chali to jhoom uthi (Force): Lyrics, Translation



Movie: Force

Music: Harris Jayaraj

Lyrics: Javed Akhtar

Singers: Naresh Iyer, Shreya Ghoshal



Yeh roop aur yeh rangat

Yeh chaal aur ye nazaakat

Kaisi hai ye qayamat

Ab koi kya kahe




This beauty and this complexion

This walk and this tenderness,

how's this apocalypse..

now who can say what.. (i.e. it's too good to say anything)



Main chali to jhoom uthi zindagi

main chali to jaag uthi roshni

mausam naya nayi nayi hawayein hain

main hoon nayi, nayi meri adayein hain..




when I started, the life danced,

when I moved, light woke up,

there is a new weather and new winds,

I am new and my styles are new..



Teri zulf ki ghatayein

Teri shokh si nigaahein

Kaisi hai yeh balaein

Ab koi kya kahe




The clouds of your hair,

your playful eyes,

how are these troubles,

what to say now...



Duniya badli hai mera andaaz na kyun badle,

sab kuch to hai badal gaya

goonja hai jo geet naya to saaz na kyun badle,

mera bhi sur hai naya

nayi nayi si hain meri raahein,

naya naya mera safar hai

nayi nayi si hain meri chaahein,

nayi nayi meri nazar hai




The world has changed why shouldn't my style change

everything has changed..

when the new song has echoed, why shouldn't the (musical) instruments change,

even my notes are new..

my paths are like all new,

my journey is new..

my wishes are new,

my sight is new too..



tere nain hain niraale

madira ke jaise pyaale

sambhle na dil sambhale,

ab koi kya kahe




your eyes are unique,

like cups of alcohol,

even on trying the heart is not in control,

what to say now..



dil chahe ke le ke sitare haar bana loon main

chaand ho mere bin diya

sagar ki saari lehrein aanchal mein saja loon main

jaane kyun chahe ye jiya

koi samjhe to samjhe deewani

mujhko hai parwah kya

main jaani to bas itna hi jaani

dil dhondhta hai raha kya




my heart wants me to make a garland of stars,

and the moon be like a (little) lamp without me,

all the waves of sea, I would decorate on my scarf

don't know why this heart wishes so..

someone may think of me as mad,

but I don't care..

I learnt only this much,

what my heart has been loking for..



tu hai kaise rang laayi

kaisi tarang laayi

kaisi umang laayi,

ab koi kya kahe..




What colors you have brought,

what a wave you have brought,

what a zeal you have brought..

what to say now..

Share:

Chahoon bhi: Lyrics, Translation (Force/ Bombay Jaishree, Karthik)



Movie: Force

Music: Harris Jayaraj

Lyrics: Javed Akhtar

Singer: Bombay Jaishree, Karthik



Chahoon bhi to main kaise kahun

saari jo baatein dil kehta hai

leherein sapno ki kaise ginoon

dariya behta hi rehta hai



keh rahi hai kya ye suno

meri khamoshiyaan

raat se hain lambi kahin

dil ki ye daastan

kaise kahoon




Even if I wish, how do I say,

All the things that the heart says,

How do I count the waves of dreams,

this river keeps flowing..



Listen to what say

my silences,

the story of my heart

is longer than the night

how do I say....



Tumse mujhe ye kehna tha

o kehna tha humdum

ho saamne to kya kahun

kya kehna tha humdum

kaise ye jazbaat hain

is dil mein to din raat hain

hoton pe kyun aane se ye sharmaate hain

aankhon mein kyun ye har ghadi aa jaate hain




I had to say this to you,

I had to say, o companion,

when you're in front of me, what do I say,

what to say o companion..

how are these emotions,

in this heart there're days and nights..

why are they shy to come to lips,

and why do they come into my eyes everytime..



Chahoon bhi to main kaise

saari jo baatein dil kehta hai

leherein sapno ki kaise ginoon

dariya behta hi rehta hai



hum kyun kahein jo unkahi ek baat hai jaanam

dhadkan kahe dhadkan sune wo raat hai jaanam

dil bole bin, hain bolte

sab raaz hain, ye kholte

jab khwaab hain, jazbaat hain, ehsaas hai

to kehna kya, to sunna kya, hum paas hain..




why should we say the unsaid one thing is there, o love,

heartbeat says and heartbeat listens, that's a night my love,

hearts speak without speaking,

they open all the secrets,

when there are dreams, emotions, feeling,

then what to say, what to hear, we are together...



Chahoon bhi to main kaise

saari jo baatein dil kehta hai

leherein sapno ki kaise ginoon

dariya behta hi rehta hai



keh rahi hain kya ye suno

meri khamoshiyaan

raat se hain lambi kahin

dil ki ye daastan

kaise kahoon

Share:

शुक्रवार, 26 अगस्त 2011

Beginning of Khwabon Khwabon: Language, Meaning?



If you're confused as to what is the beginning of khwabon khwabon that goes something like oma-khaziyaan-wahiyaanyaan-waahiyaaya-zeenyeve-hazayiyaan, it's doing exactly what it's supposed to do, fascinate and confuse you.



Well, the beginning of the song, which was the same in the Original Tamil and then Telugu version as well, is nothing but Gibberish. The words that might sound like Arabic or some close language do not exactly have any meaning and have been just put there to fascinate the listener.



And no doubt, they work Bang On!

Share: