Jo Hum Chahein लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Jo Hum Chahein लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

मंगलवार, 20 दिसंबर 2011

Lak da Hulara Meaning



As someone asked me for it, here is the meaning of Lak da Hulara. Lak means waist, while hulara means to swing, hence, Lak da Hulara in Punjabi is simply a swing of waist, basically while dancing.

The phrase can be found used in many Punjabi songs.

Share:

रविवार, 4 दिसंबर 2011

Abhi Abhi Dil Toota Hai: Lyrics, Translation (Jo Hum Chahein)



Movie: Jo Hum Chahein
Music: Sachin Gupta
Lyrics: Kumaar
Singers: KK, Sasha Tirupati

Ankh pijee te dil roya

When the eye got closed, the heart wept..

Ishq de raste bade pathreele
Kadi chubhe kach kade chubde ne teele
Seene vich hoonk uthe rooh tak jaaye
Dard bada roya, dard bada hoya


The paths of love are very rocky..
sometimes they pinch a little, sometimes a lot,
There is a pinching in chest that goes till soul,
pain cried a lot, there was a lot of pain..

Abhi abhi dil toota hai
Abhi abhi khwab mein daraarein padi hain
Abhi abhi saaya rootha hai
Abhi abhi haath se lakeerein giri hain


Just now the heart is broken,
just now there are cracks made in the dream,
just now the shadow has become angry,
just now lines have fallen from hands..

Zindagi naraaz hui, halki si awaaz hui
Toota hai kuch apne darmiyaan
Faaslon ki chot lagi, jab dil ko mehsoos hui
Palakon pe hain chhaayi badliyan


The life has got angry, n there was a little sound
(as) something broke inside me
the distances hurt me, when the heart felt it
there were small clouds over the eyelashes..

Abhi abhi dil toota hai
Abhi abhi khwaab mein daraarein padi hain
Abhi abhi saaya rootha hai
Abhi abhi haath se lakeerein giri hain

Aankhon mein baarishein hain, badal ki saazishein hain
Ya pyaar ki hai saza
Murjhaayi khwahishein hain, gham ki rihaishein hain
Mujh mein bacha hai aur kya


are there rains in the eyes, (some) plot of clouds,
or is this punishment for love..
there are dead wishes, stay of sorrow,
what else is remaining in me..

Kaanch si lage hawa, aanch si lage subah
Chubhti hain yeh mujhko dooriyan


The wind (pinches) like glass, mornings feel like fire,
these distances spear me..

Abhi abhi dil toota hai
Abhi abhi khawab mein daraarein padi hain
Abhi abhi saaya rootha hai
Abhi abhi haath se lakeerein giri hain

Dil ke hain saaye tanha, kaise jeeyun yeh lamha
Yeh waqt mujhse hai khafa
Kya baaki reh gaya hai, sab kuch toh beh gaya hai
Hai khali khaali raasta
Saans hai bujhi bujhi, har khushi dabi dabi
Dard mein hai dooba yeh samaa


The shadows of heart are lonely, how do I live this moment
This time is angry with me,
what is remaining, everything has flown away,
the path is all empty..
breath is dying, every happiness depressed,
this weather seems sunk in pain..

Abhi abhi dil toota hai
Abhi abhi khawab mein daraarein padi hain
Abhi abhi saaya rootha hai
Abhi abhi haath se lakeerein giri hain

Share:

मंगलवार, 29 नवंबर 2011

Ishq Hothon se to Hota Nahi Bayan: Lyrics, Translation (KK, Shreya)



Movie: Jo Hum Chahein
Music: Sachin Gupta
Lyrics: Kumaar
Singers: KK, Shreya Ghoshal

Mujhe toh chand mil gaya, aaj teri aankhon mein
Karoon kya aasmaan bataa, neendhon bin main raaton mein
Sabhi bechain dhadkane, rakh de mere haathon pe
Zara uljhi hai saans toh, rakh de meri saanson pe
Sharma rahi hain nazrein, tere chehre se jo guzre
Main kaise keh doon dil ki yeh dastaan
Ishq hothon se toh hota nahi bayaan
Iss liye pyaar mein aankhein bani zubaan


I have got the moon today in your eyes
Sky please tell me what should I do, I am sleepless
Keep all nervous heartbeat on my lips
If breadth is….then keep on my breadth
Eyes are shy as they pass your face
How can I say the story of my heart
Love cannot be expressed with lips
that is the reason when in love it's eyes who speak

Na na na.. pyaar mein
Chehre pe tere ghabrahatein hain kyun
Ruki ruki kadmon ki aahatein hain kyun
Sehma hai pyaar ke, raasto pe dil
Mujhko zara sa tu, faaslo pe mil
Dil mil jaaye toh kaisi yeh dooriyan
Ishq hothon se toh hota nahi bayaan....


No no In love
Why is there nervousness on your face
Why are there sounds of your feet stopping..
The heart is (a little) scared on the roads of love
Meet me at a little distance
If heart meets then why this distance..

O.. dil yeh mera kisi ke paas beh gaya
Saanson mein ek naya ehsaas reh gaya
Hota hai sabko yeh tujhe bhi hua
Poori hui hai tere khawabon ki dua
Na jaane kaise badla mera jahaan
Ishq hothon se toh hota nahi bayaan....


My heart has flown to someone
A new feeling lingers in my breaths
It happens to all, now it has happened to you also
The wish of your dreams is fulfilled now
Don’t know how my world changed..

O sharma rahi hain nazre, tere chehre se jo guzre
Sharma rahi hain nazre mere chehre se jo guzre
Toh kaise keh doon, dil ki yeh dastaan
Ishq hothon se toh hota nahi bayaan
Iss liye pyaar mein aankhein bani zubaan..

Share: