मंगलवार, 17 सितंबर 2013

Ganesh vandana



Ganapati Vandana

Vakratund Mahakaya 


Vakratund mahakaya suryakoti samaprabhah
Nirvighnam kuru me dev sarvakaryeshu sarvada



Vighnaharnam Gauri nandan


Vighnaharan Gauri ke nandan sumir sada sukhdayi
Tulasidas jo Ganapati sumire koti vighna tal jaayi re
Veda puran katha se pehle jo sumire sukhdayi re
Ashta siddhi navanidhi lakshmi man iksha phaldayi re

Jai Ganpati jai jai shivnandan 

Jai Ganesh mangalkaran 
Deen jaan kar kariye kirpa humpe shree maharaj
Jai ganapti jai jai shivanandan jai  kalushnikanadan
jai lambodar vinashan jayati sumukh vigyan vikasan 
jai jai kapil jayati ekdanta japat jahi nit sab sur santa
jai jai bhal chandra ati pawan jai raji karna sakal manbhawan
 jayati vikat jaya jayati vinayak jai survandit bhagya vidhayak

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 
jai jai dhumraketu asurarai jai jagmukh trailokya bihari
dwadash naam jape jo koyi tahi nirantar mangal hoyi
riddhi siddhi dou chanwar dulave mahima amit paar ko paave
lakshya laabh do tanay suhaye mudit hot jag vya paha paaye
jai gajvadan sadan sukhdata vishwa vinayak biddhi vidhata 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah

ek samaya shiv rishi kari bhari parvati kahe keen nikari
kishkindha giri girija gayi kah tumko pragatavat bhayi
dwarpal kahe tumhahi banayi aap gufa bich dhyan lagayi
kachhuk divas bite par shankar bhaye shant bole abhayankar
khojat girijahi tah chali aaye rakshak dwar tarr tumahi tah paayen

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 

Shiv pahichan lage gufa manjhari tab tum kar jo tinahi prachari
koti shambhu tah yudh machava dhar se sar tab kaat girava
shiva prarthana suni shiv tose sir jori tumahi tum poshe
ek samaya ganapati yah hetu sulabh sunaye kahe vrisha ketu 
mahi parikrama kari ke jo aave so ganesh ki padvi paave 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 

suni mayur chadh chale kumara tab tum yah nij manahi vichara 
maat pita pari kar jo laave yahi parikrama phal so paave 
yah man soch turat tehi dhayi kari parikrama shiv girijayi
buddhiman lakhi sab sur harshe tumhi sarahi suman bahu varse 
sur sammati le tabahi mahesha tumhi banaye bedi ganesha 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 

aadi kalp mein shrishti prasaran kit ichha kine jag taran
puni dekhan bhari nain ughari sakal jagat mein hai andhiyari
tab hari dharehu ganesha swaroopa kar mukh lambodar sur bhoopa
deen sudh so sab andhiyari khechi lapeti udar mein dari
tab te jagat pujya prabhu bhayahu adi ganesh kahawat bhayahu 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 

mahima nath kahan lagi gaun tav yash varnat paar na paun 
jai jagvandan vidyasagar jaya modak priya sab gun aagar
kah lagi kahun badan ki shobha muni man jahi bilokat lobha
laal baran dou charan suhavan  amit adhik jo kinehu pawan
naam yagya upveet suhave teen nayan lakhi ari dukh paave 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 

aksh maal nij daksha dant kar modak paas parat bayen dhar 
padmasan musak aswari sohat trividh taap bhaya haari 
jai jai dev sujan man ranjan jai jai sur dukh mahi dukh bhanjan
jai jai jai girija ke nandan jai jai jayati bhakt ur chandan 
jai jai agra pujya subh dhama  sumirat siddh hoyi sab kama

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 

jai jai vyas sahayak swami kripa karahu ur antar yami 
jai jai jai pitambar dhari shuklam vardham jai aghhari
jayati rakt ambar paridhanam vighna vimochan mod nidhanam
shambhu jalandhar yudh machava taha aaphi balhi dikhava 
aganit dekhe nimish mein maare bhage bache rahe adhmare

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 

hey prabhu deen bandhu abhilashi karahu kripa tailokya vilasi 
jap tap pooja path achara  nahi janat mati mand ganwara
nahi vigyan granth mat jano kewalbharos tero ur mano 
 bhool chook jo hohi hamaro chhami nath main das tiharo 
nahi mohe bal budhhi lavlesha tav bal nirbhaya rahat hamesha 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah 

nath aap ho buddhi vidhata ati atur kari dukh karahu nipata 
jo jan tumharo dhhyan lagave so abhimat phal begahi paave  
nath mohi bahu buddhi satave subh kaamam mein vighna machave 
tin kar nash begahi kije maharaj mam vinay sunije
tumhiaan girija shankar ki  vipati hatao jan ke ghar ki 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah

jo yah padhe ganesh chalisa tatah sidhh hoyi sidhhisa 
jo vrat chauth kare man layi tapar ganapati hoyi sahayi 
nirjal vrat din bhar jo karahi chnadrodaya pooja anusarahi 
yathashakti pooje dhari dhyana ganapati chhodi bhaje nahi aana
taa kar karaj sakal sanware satya satya shruti sant pukare

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah

jyot param pyari ganarajahi ta mein char mukh kar bhajahi  
sanakti chauth ko pooji ganesha poojiye paad vinayak isha 
 siddhi vinayak chauth kahave jasu kripa jan abhimat paave 
saavan shukra chaturthi aave tab vrat ko aranbh lagave 
ek baar kari satvik archgana rahiye saniyam taje sab vyasana 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah

pooje nitya tapardi ganesha taake paap rahe nahi lesha
bhadra shukla ki chauth suhavan vrat samaapt tehi din kari pawan 
dwadas naam path nit karahi  man vrat karma dhyan nit dharahi 
vidyarambh vivah majahri puni pravesh yatra sukhkari 
sankat thatha vikat sangrama vighna hohi nahi kaune kaama

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah

satya satya nahi sanasaya bahi ganapati kripa suman agamayi  
hai abodh jan rasik bihari jaagat sovat saran tumhari 
akshar padmatra kar bhanga kshamahu paach ke  vikrit anga 
 tav prasad puran sab  hoyi hai marjad  naam ki soyi 
bandahu nath jugal kar jori sun lije prabhi arji mori 

shree ganeshaya namah shree lambodaraya namah 
shree vighneshaya namah shree herambaya namah 
shree ekdantaya namah

Main Ganapati ke gun gaun 

Listen to main ganapati ke gun gaun

Lyrics -

Main ganapti ke gun gaun 
mahima amit na jaane koi
jo paayo so bataun

adi devta shristi ke swami ghat gaht vasi  antaryami 
vighna vinashak buddhi prakashak kya kya roop ginaun

mangal murti sakal var data bhakt jano ke bhagya vidhata 
karuna sagar ke charnon mein sadar sheesh jhukaun 

shankar parvati ke sut pyare pawan saras charitra hai nayare 
abhilasha hhai shree ganesh ke re man bhakti main paun 

Rakh laaj meri ganapati 

Listen to Rakh laaj meri ganapati

Lyrics -


Rakh laaj meri ganapati apni sharan mein lijiye
kar aaj mangal ganapati apni kripa ab kijiye

sidhhi vinayak dukh haran santaap hari sukh karan
karun prarthana main nit prati vardaan mangal dijiye 

teri daya teri kripa hey nath hum maange sada
tere dhyan mein khoye mati parnaam mam ab lijiye

karte pratham tav vandana tera naam hai dukh bhanjana
karna  prabhu meri subh gati ab to sharan mein lijiye

Jai jai ganapati 

Listen to jai jai ganapati

Lyrics -

Jai jai ganapati jai ganapati
 jai ganesh jai ganapati jai jai 
ganapati vighna vinashan haare 

lambodar peetambar sohe kani mani mukut nayan ratnare 
gajamani maal gale bich sohe bhal laal mein chandra talave

modak let det jajani jab thumak chalat nupur jhankare 
riddhi siddhi dou chanwar dulavat sur samooh lakhi sukahre 

Jai Jai mangal moorti ganesh

Listen to Jai mangal moorati  

Lyrics -

jai jai ganpati jai vighnesh siddhi vinayak jai karunesh 
jai jai mangal moorti ganesh janani girija janamk mahesh

pooja hoti pratham tumhari dosh paap aur sankat haari 
jayati gajanana jai sarvesh jai jai mangal moorti ganesh 

 labh aur shubh ke data tum ho vidya budhhi vidhata 
nirmal budhhi karo akhilesh jai  jai mangal moorti ganesh 

riddhi sidhhi ke tum ho swami dev namami namami namami 
sabke vighna haro vighnesh jai jai mangal moorti ganesh 

Sidhhi data shree ganeshaya namah

Listen to sidhhidata shree ganeshaya namah  

Lyrics -

jai gananayak gajbadan karuna sindhu ganesha 
vighna haran asharan sharan vishwa bharan akhilesh 
shiddhi data ganeshaya namah jai shree gaurisutaya namah 

maa ki agya ke paalan mein apna sheesh kataya 
hathi ka sir jod ke hari ne aap ko phir jilaya 
deva gana ko hey shree gajmukhaya  namah 

shiv ji ne hokar prasanna di ganannayak ki padvi
gunji jai jai jaykaar harsh se bhare gagan aur dharti 
vighnabadha badha har jan sukhaya namah 

aap jag ke nirmata palan karta sukhari 
pragat aap se hui vidhata vishnu aur tripurari 
shristi swami adi shreedevaye namah 

Gaiye ganapati jagvandan (vaani jairam)

Listen to gaiye ganapati jagvandan

Lyrics -

Gaiye Ganapati Jagavandan
Shankar suvan bhawani ke nandan

Shiddhi sadan gaj badan vinayak
Kripa sindhu sundar sab laayak

Modak priya mud mangal data
Vidya varidhi siddhi vidhata

Maangat Tulsidas kar jore
Basahu Ram Siya maanas more

Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva 

Listen to jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva

Lyrics -

Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesg Deva
Mata Jaki Parwati Pita Maha Deva

Ek Dant Dayavant  Char Bhuuja Dhari 
Mathe Sindor Shoye Muse Ki SawariPan Chadhe Phool Chadhe Aur Chadhe Mewa Laduan Ko Bhog Lage Sant Kare SevaAndhan Ko Aankh Det Kodhin Ko KayaAndhan Ko Aankh Det Kodhin Ko Kaya
Bajhan Ko Purta Det Nirdhan Ko Maya
Surya Shaam Sharan Aaye Safal Ki Jiye Sewa


Share: