Movie: Bajirao Mastani
Music: Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: Siddharth-Garima
Singers: Arijit Singh, Mujtaba Aziz Naza, Shadab, Altamash Faridi, Farhan Sabri
Label: Eros Music
tujhe yaad kar liya hai
aayat ki tarah
kaayam tu ho gayi hai
rivaayat ki tarah
I have by hearted you,
like an aayat..
you have set a place for yourself,
like a custom..
[Aayat: Holy Verses from the Holy Quran. Rivaayat: A habit, a custom, or a tradition.]
tujhe yaad kar liya hai
marne talak rahegi
tu aadat ki tarah
you’ll remain till death,
like a habit..
tujhe yaad kar liya hai
o tujhe yaad kar liya hai
aayat ki tarah
ye teri aur meri mohabbat hayaat hai
har lamha is mein jeena muqaddar ki baat hai
kehti hai ishq duniya jise meri jaan-e-mann
is ek lafz mein hi chhupi qaaynaat hai..
this love of yours and mine is Life,
to live in this every moment, is brought by great luck,
O love of my life, that what is called love,
is the Universe hidden in one word..
mere dil ki raahaton ka tu zariya ban gayi hai
teri ishq ki mere dil mein kai eid mann gayi hain
you have become the means of the peace of my heart,
there has been celebrated many an Eid of your love in my heart..
tera zikr ho raha hai
tera zikr ho raha hai
ibaadat ki tarah
you are being talked/thought about now,
like some worship..
tujhe yaad kar liya hai
o tujhe yaad kar liya hai
aayat ki tarah
Share:
Altamash Faridi लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Altamash Faridi लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
मंगलवार, 24 नवंबर 2015
गुरुवार, 26 सितंबर 2013
Darbadar hai Darbadar Khudaya Lyrics Translation [I Me aur Main]
Movie: I Me aur Main
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Mayur Puri
Singer: Monali Thakur, with Divya Kumar, Harshit Saxena, Altamash Faridi, Shaadab
Dil mein daraarein..
Dil mein daraarein hi daraarein hain
Dil mein kayi hain daraarein..
cracks in the heart,
there are many cracks in the heart,
many cracks in the heart..
Yaadein teri hain daraarein
Toote jo tinka to hawa ka aasraa
Toote sahara to dua ka aasraa
Dil toot jaaye to wo jaaye kahaan
Your memories are cracks,
If the straw breaks, I live on the support of wind,
If all support goes, I live on prayers (and wishes)
But if the heart breaks, where would it go..
Darbadar hai darbadar Khudaya
Darbadar hai bekhabar hai ye dil
Darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil
O God, it's homeless,
this unaware heart is homeless..
There is neither a companion to this homeless, nor a destination..
Hain adhoore sire jo
Wo khule hi rahe to
Tum se hi thhe ye hi maan ke hum chale to
Ye jo thoda shikwa hai tera mera gila hai gar hota nahi
Chaahe lage ya na lage dil tootne ka darr hota nahi
Sochaa hai pehle bhi kitna par hota nahi
The incomplete ends that were there,
if they remain open,
If I believe they were from you only,
It's a little complaint, a tiff between us, if it wasn't there,
Whether I happens or not, I wouldn't have this fear of breaking my heart.
I have thought so many times earlier too, but I am not able to do this.
Darbadar hai, darbadar Khudaya
Darbadar hai bekhabar hai, ye dil

सदस्यता लें
संदेश (Atom)