रविवार, 24 अक्तूबर 2010

Kya Hawa Kya Baadal Song Lyrics from Allah Ke Banday

Song Details:-
Song Name: Kya Hawa Kya Baadal
Film/Album: Allah Ke Banday
Singer(s): Kailash Kher
Music Director: Kailash Kher, Naresh, Paresh
Lyricist: Kailash Kher
Length: 7:07
Music Label: Saga Music

Lyrics of Kya Hawa Kya Baadal Song

Kya hawa kya baadal, kya dharti kya ambar - 2 times
Kya parbat kya sagar, kya basti kya jungle - 2 times
Tu hi toh hai sab mein hai teri chaaya

Kahin bhole bhole mukhre
Kahin khushiyan toh kahin dukhre
Tu hai rangon ka jharoka ya hai nazron ka dhoka - 2 times

Jab teri kirpa se hai duniya ke dam mein dam - 2 times
Phir kyun hai yeh hahakaari, phir kyun hai maatam
Sab allah ke banday, sab allah ke banday
Jeevan sookha jaaye jaaye, bade dino din gham
Aap karein, din raat karein, phir bhi kehlaaye hum
Sab allah ke banday, sab allah ke banday
Apni nazar ghuma, sara jag hai badguma - 2 times
Hum hain nadaan, hum kya jaane teri maaya

Kya hawa kya baadal, kya dharti kya ambar - 2 times
Kya parbat kya sagar, kya basti kya jungle - 2 times
Tu hi toh hai sab mein hai teri chaaya
Kya hawa kya baadal, kya dharti kya ambar - 2 times

Kahin neela hai, kahin peela
Duniya ka rang sajeela
Tere rang niraale, tere dhang niraale - 2 times
Tera gorakh dhanda daata samajh na paaye hum
Tere roop anokhe, tu hi haua aur aadam
Sab allah ke banday, sab allah ke banday
Apni nazar ghuma, sara jag hai badguma - 2 times
Hum hain nadaan, hum kya jaane teri maaya
http://ghazal-kvita.blogspot.com/

Kya hawa kya baadal, kya dharti kya ambar - 2 times
Kya parbat kya sagar, kya basti kya jungle - 2 times
Tu hi toh hai sab mein hai teri chaaya
Kya hawa kya baadal, kya dharti kya ambar - 2 times

See lyrics of other songs from this album Allah Ke Banday Music Album

Check out all the latest Hindi Songs Lyrics
Share: